Skip to content


From Movie ROG

Maine dil se kaha, dhoond laana khushi
Nasamajh laya gum, to yeh gum hi sahi
 
Maine dil se kaha, dhoond laana khushi
Nasamajh laya gum, to yeh gum hi sahi
Maine dil se kaha dhoond laana khushi
 
Bechaara kahan jaanta tha
Khalish hai yeh kya khala hai
Shehar bhar ki khushi se
Yeh dard mera bhala hai
Jashna yeh raaz na aaye
Mazaa toh bas gam main aaya hai
 
Maine dil se kaha, dhoond laana khushi
Nasamajh laya gum, to yeh gum hi sahi
 
Kabhi hai ishq ka ujaala
Kabhi hai maut ka andhera
Bataao kaun bes hoga
Main jogi banu ya lutera
Kayi chehre hai is dil ke
Najaane kaunsa mera
 
Maine dil se kaha dhoond laana khushi
Nasamajh laya gum, to yeh gum hi sahi
 
Hazaaron aaise phaasle the
Jo Tai karne chale the
raahe magar chal padi thi
Aur peeche hum rah gaye the
kadam Do chaar chal paaye
Kiye phere tere mann ke
 
Maine dil se kaha, dhoond laana khushi
Nasamajh laya gum, to yeh gum hi sahi
 
Maine dil se kaha, dhoond laana khushi
Nasamajh laya gum, to yeh gum hi sahi

 

Posted in My Favourites Ghazal.



4 Responses

Stay in touch with the conversation, subscribe to the RSS feed for comments on this post.

  1. Rahul Mumbai says

    nice lyrics..keep going

  2. Sam Kumar says

    Kushi ki baat to har koi karta hai,
    Dard ki baat dil wala karta hai

    Beautiful or sunder poem ho sakti thi

    Sourabh

  3. AAMEEN KHAN says

    kya khuubsurati sey ye poem aapney likhi hai……… kahaa dhuund lana khushi to ley aaya gam………aksar yahi hota hai….. khushi kam aur jyaada gamm hotey hai… aameen

  4. Dilip says

    beautiful. very good compose!


« Rishtaa Life »