Saamaney nahi huun main,
Pheer bhi tuum sharmaa rahi ho
Tasveer meri dekh
Aanchal sawaar rahi ho
Chahera tuumhara khil utha hai
Jaisey khila hua guulaab
Laali otho ki lagey jaise
Ho pankhudia guulaab
Paakar kadamoki aahat tuumharey
Aa gayi chaman main bahaar
Bul-bul bhi pyaar ke nagme chchede
Hai hokey bekaraar
Naa kiya hai koyi shruungar
Pheer bhi lagey jaise chaayi bahaar
Kaajal chaahey ho kaala
Pheer bhi nasib hai uska
basaa hai aankhon main tuumhari
bannke shruungaar……..
………………………………………aameen
beautiful keep it up
Ameen ji aapki poetry me jo baat hai vo kahin nhi hai…..bahut kam shabdon me sab keh dete ho……bahut hi achha likha hai..
very nice poem with nice pic…………………pyar ki inteha utni ki aaine mein khud ki jagah unka chehra hi nazar aata hai……….
yaa bahot sunder Aameen……….an the pic is the beautifull one………..carry on
bahut sundar kavita hai….bina koi sringaar ke bhi sundar lagati hai….nice one:)
kitna sundar geet lag raha hai………very sweeeeeeeeet aameen ji. have a good day n tc. regards
beautiful……
beautiful
agar koi itni pyaare andaaz mein tariiff karde to kya baat hai………….WOW!!!!!!!!!!!!!!
wow ek aur romantic poem bahut achey Aameen bhai !
aap itne khoobsurat shabd kahan se dhoond ke laate hain….just amazing…….even pic is beautiful…….
“Shruungaar”…………….. wooooooooooow…………… ye pyaar ka kiya tune shruungaar………. asar ye kaisa mujpe hone laga……… ek tuk dekha tumhe aur ye nazam fut padi…….. dil pe nahi raha kabu aur hamme bhi tuj sang preet ho gayi……………….. Aameenjiiiiii pyaar k sruungaar sar se tarabol ye nazam wallah bahut hi khub………………
Saath nahi fir bhi lagata hain paach mein ho tum, nazar mein nhin fir bhi lagata hai samne ho tum….:)
kisi ke sadgi aur uske priye se uske andekhe bato ko samjh ker kitne aache tarah se sabdo mai byan kiya hai uske liye yahe kahnge subhan allah keep it up
woooooooooooow what a “shringaar”!!!! Jab kisi se bepanaah mahobatt hoti hai to ussi ka chehra reflect hota hai …. nazaakat se bhari hui nazm….and wonderful pic……………
greeeeeeat………..maan gaye ustaaaad………..
greeeeeeat………..maan gaye ustaaaad………..
greeeeeeat………..maan gaye ustaaaad………..
greeeeeeat………..maan gaye ustaaaad………..
greeeeeeat………..maan gaye ustaaaad………..
greeeeeeat………..maan gaye ustaaaad………..
greeeeeeat………..maan gaye ustaaaad………..
bahut sundar..
sringaar ko apne shabdon main bakhubi nikhara hai……… achchi posting ka shukriya.
bhoot khoob
na kajre ki dhar na kiya koi shringaar phir bhi kitni sunder ho…….
ummhh ookay………….nice n romantic
aapki ish (Saamaney nahi huun main,
Pheer bhi tuum sharmaa rahi ho
Tasveer meri dekh
Aanchal sawaar rahi ho
)line ke liye ..perchai hi choo raha hai koi halchal hai badan mei
aapki ish (Saamaney nahi huun main,
Pheer bhi tuum sharmaa rahi ho
Tasveer meri dekh
Aanchal sawaar rahi ho
)line ke liye ..perchai hi choo raha hai koi halchal hai badan mei
very nice
bahut hi khoobsurat ghazal…
tere shrungar ki kya tarif karu…kajal ban baitha hai ankho me…najar na lag jay kajal ko…kanhi…
ek khoobsurat tarif bhari khoobsurat ghazal…..khoobsurat shabdo ke chayan ke sath….as usual….awesome
Yaise baso unki aankhon me , tum shrungar bankar kar,
Dekhne jab bhi hum aayen to tapak aankhon se pado.