Tuumhara hi chahera basa hai meri aankhon main
Tuum hi ek ho sekado lakhon main
Tuumhi dhadakatey ho dil ki dhadkan main
Tuumhi kaid ho hriday ki salaakhon main
Tummhi rahatey ho khwaabo khayaalon main
Tuumhi saans bannkar atkey ho saason main
Ek ek kshan beetata hai tuumhari yaadon main
Tuumhi jivan jyot bannkar rahati ho palkon main
Rangg diya hai hamey apaney pranay ke rangg main
Merey pyaar ka jawaab hai tuumhari nashili aankhon main…
…………………………………………aameen
its soooo beautiful………nice expressions………
tender feelings of luv nicely presented.
subhan allah pyar ka izhar aankhon se karne ka kya khoob andaz ha
subhan allah pyar ka izhar aankhon se karne ka kya khoob andaz ha
very romantic as always aameenji………..
Nice poem aameen ji,”Tummhi rahatey ho khwaabo khayaalon main
Tuumhi saans bannkar atkey ho saason main”
aap kisis film me lrics kyu nahi likhte…$
Rangg diya hai hamey apaney pranay ke rangg main
Merey pyaar ka jawaab hai tuumhari nashili aankhon main
….lafzo ka placement koi aap se seekhe…masaallah!so romantic poem….pathar bhi pighal jaay agar use aise hi nagme sunay jaay to……….very sweet & innocent nazam
ye Bahot khoob peshkash hai aapki hum readers ke liye. baton baton me bahot achchi tasveer kheenchi aapnay. 2nd stanza me aap dhadkan ki jagah dhadkanon ko likhe toh shayad aur behtar hoga. (I guess).
“Merey pyaar ka jawaab hai tuumhari nashili aankhon main” sweet
aameen aameen…………….unke liye jo pyar karte h….kya khub likha h yar “Merey pyaar ka jawaab hai tuumhari nashili aankhon main…” bina kisi ke zindagi me aye ap inta acha expression of love dete ho…… jinko apna bana lo wo hamesha hame apne aas paas feel hote h………..vry rght….
very nice..
nice poem aameen…..
“wao” ek aur bahut hi romantic aur khubsurat nazm pesh kiya hai aapne..
hmmmm…..just too passionate…..Mere rang mein raangne wali……pari ho ya ho pariyon ki rani……Mere sawalon ka jawab do.!!!!!!!!!!!!!
nice poem…..
nice..romantic poem…jindagi dhoop tum ghana chaya..tum ko dekha to ye khyal aaya…aise hi kuch abhivaqati hai…
kavita padkar ek bahut hi madhur ehsas hua hai…..thanx
its wow
“Tummhi rahatey ho khwaabo khayaalon main
Tuumhi saans bannkar atkey ho saason main
“………gre8 lines………..$
good yaar
very well
Rangg diya hai hamey apaney pranay ke rangg main
Merey pyaar ka jawaab hai tuumhari nashili aankhon main…kya baat hai Aameeeen ji !!! bahut khoobsuart line hai
wah kya baat hai!!! tumhari aankho mein he hai mere pyar ka jawab!!! shabdo ka itna sunder placement karte hai aap ki sach ……. chuu jaata hai dil ko….
HUM….AAP LOGO KE PRANAY KE CHAKKAR ME MAIN BHI RAT BHAR JAGATA RAHA N A CHAND MILA NA TARO SE DOSTI KI. KAVI LOGO KI SANGAT ME MERI NIND BHI CHHIN LI KISI NE……….EETANA ACHCHHA LIKHTE HO MAIN BHI KAVITA LIKHNE LAGA..GUJJU KAVITA PADHO.
Wow fantastic!
MERA SAYA SATH DE GAA. GOOD ONE
Ameen ji…u write so well…expression of feelings are superb!