“मेरे दर्द का उन्हे भी एहसास हो जरूरी तो नहीं,
मेरी तरह एक दिल उनके भी पास हो जरूरी तो नहीं,वो बैठे हैं शोर के इंतज़ार में,
दिल टूटने पर आवाज़ हो जरूरी तो नहीं,कुछ अपने छूटे हमसे इस कारवाँ में,
किसी मोड़ पर मुलाकात हो जरूरी तो नहीं,हम कैसे मुस्कुरायें उनकी बज़्म में,
महफिलों में बेहतर हालात हो जरूरी तो नहीं.”
Friends' Update
-
Loading ...Please wait..
Bahoot Khoob likha hai.. ” tera dil mere dil ke barabar ho nahin sakta; Wo shisha ho nahin sakta, ye patthar ho nahin sakta”
wah
Kyun pyaar karne ki hadein hoti hein,
Kyun dil dene ki wajhe hoti hein,
Kyun jazbaaton ko dabana padta hai,
Kyun iss dil ko samjhana padta hai,
Kyun har dil ko yeh mehsoos nahin hota,
Kyun sab ko yeh manzoor nahin hota,
Kyun dil se dil nahin milta,
Kyun pyaar ka phool nahin khilta,
Kyun dil ke naghme dil nahin gaata,
Dil mein kya hai yeh keh nahin paata,
Kya dil dene ki yahi saza hai,
Kya pyaar karne mein yahi mazaa hai ?
bahut sundar!!!!!!!!
wah wah!!!!!!!!!!!!!!!!!
kaise kahde sab ke samne
a jariuri to nahi
a bat ulzi luzi na ho
ajrurito nahi ……………………..
so nice dear….dil ko choo jata hai….
nice one …. keep posting …
unko mere dard ka ahesas he sahi
vo dard mera hamraj hi sahi
aakhir hamne jise naj se pala he
vo gulsan ka khar hi sahi
sochte hai hum bhi to kushhaal ho sakte hai kabhi…..
dil ke baazzar main hum hi ho kangal zaroori to nahi……Bhot hi aacha likha hai……… bhot…………… bahot ….pasand aaya
hum ne bhi khoya hai apno ko
jo khota hai wahi samajhe yeh baat
aur koeee nahin
wah wah…bahut hi khub likha hai…
mera dil tute aur tab hamey yeh baat tumhari samajh mein aaye,
yeh zaruri to nahi……
ek dil hum bhi rakhte hain, is dil ko har koi samajh jaaye
yeh zaruri to nahi…….
Shweta….Bahut sunder…….TAJ HAR KHWAB KI TABEER NAHI BAN SAKTA/ PYAR SABKA HI AMAR HO YEH ZARURI TO NAHI…..!all the best
irshaad ! irshaad !
khubb… really touching
bahuut kuub……..dil tuutaney par awaaj ho zaruri to nahi…. bahetarin lines.