



ला, ज़ाम मैं भी उठा लेती हूँ
अपने ग़म मैं भी डूबा देती हूँ
सनम से शायद शराब वफादार हो !!
चल, दर्द को यूँ मैं भी भुला लेती हूँ
~ख्याति






More Options ...
Categories
Tag Cloud
Blog RSS
Comments RSS

Void « Default
Life
Earth
Wind
Water
Fire
Light 
Agarchey waqt marham hai
Magar kuch waqt lagta hai
Kisi ko bhool jaane men
…Dobara dil basane men
Abhi kuch waqt baqi hai
…Abhi wo dard baqi hai
Men kaise nayi ulfat men
Apni zaat ko gum kar doon
Ke mere jism-o-wajda’n men
Abhi wo fard baqi hai
Abhi to ishq ke raaston ki
Mujh pe gard baqi hai
Abhi wo dard baqi hai…