Archive for October, 2009

mein sayar to nahin

Main shaayar to nahin(Main shaayar to nahin, magar ae haseenJab se dekha maine tujhkoMujhko shaayari aa gayi) - 2Main aashiq to nahin, magar ae haseenJab se dekha maine tujhkoMujhko aashiqui aa gayiMain shaayar to nahin(Pyaar ka naam maine suna tha magarPyaar kya hai, yeh mujhko nahin thi khabar) - 2Main to uljha raha uljhanon ki tarhaDoston mein raha dushmanon ki tarhaMain dushman to nahinMain dushman to nahin, magar ae haseenJab se dekha maine tujhkoMujhko dosti aa gayiMain shaayar to nahin(Sochta hoon agar main dua maangtaHaath apne uthaakar main kya maangta) - 2Jab se tujhse mohabbat main karne lagaTab se jaise ibaadat main karne lagaMain kaafir to nahinMain kaafir to nahin, magar ae haseenJab se dekha maine tujhkoMujhko bandagi aa gayiMain shaayar to nahin, magar ae haseenJab se dekha maine tujhkoMujhko shaayari aa gayiMain shaayar to nahin

 

kya hua tera wada

–MALE–(Kya hua tera waadaWoh kasam, woh iraada) - 2Bhoolega dil jis din tumheWoh din zindagi ka aakhri din hogaKya hua tera waadaWoh kasam, woh iraada–FEMALE–Bhoolega dil jis din tumheWoh din zindagi ka aakhri din hogaKya hua tera waada–MALE–Yaad hai mujhko, tune kaha thaTumse nahin roothenge kabhiDil ki tarah se haath mile hainKaise bhala chhootenge kabhiTeri baahon mein beeti har shyaamBewafa yeh bhi kya yaad nahinKya hua tera waadaWoh kasam, woh iraadaBhoolega dil jis din tumheWoh din zindagi ka aakhri din hogaKya hua tera waadaWoh kasam, woh iraadaOh kehne waale mujhko farebiKaun farebi hai yeh bataWoh jisne gham liya pyaar ki khaatirYa jisne pyaar ko bech diyaNasha daulat ka aisa bhi kyaKe tujhe kuch bhi yaad nahinKya hua tera waadaWoh kasam, woh iraadaBhoolega dil jis din tumheWoh din zindagi ka aakhri din hogaKya hua tera waadaWoh kasam woh irada

 

jeena yahan marna yahan

Jeena Yahan Marna Yahan, Iske Siva Jaana KahanJi Chahe Jab Humko Awaaz DoHum Hain Wahin Hum Thhe Jahan, Apne Yahin Dono JahanIske Siva Jana KahanJeena Yahan ……Yeh Mera Geet Jeevan Sangeet Kal Bhi Koi DohrayegaJag Ko Hasane Bahrupiya Roop Badal Phir AayegaSwarg Yahin Nark Yahan Iske Siva Jana KahanJeena Yahan ……Kal Khel Mein Hum Ho Na HoGardish Mein Taare Rahenge SadaBhoolenge Hum Bhoologe Tum Par Hum Tumhare Rahenge SadaRahenge Yahin Apne NishanIske Siva Jana KahanJeena Yahan …

 

ye raate ye mausam nadi ka kinara

Yeh raaten, yeh mausam, nadee ka kinara, yeh chanchal hawa
Yeh raaten, yeh mausam, nadee ka kinara, yeh chanchal hawa
Kaha do dilon ne, ke milkar kabhi hum na honge judaa
Yeh raaten, yeh mausam, nadee ka kinara, yeh chanchal hawa

Yeh kya baat hai, aaj ki chandni mein
Yeh kya baat hai, aaj ki chandni mein
Ke hum kho gaye, pyaar ki raagani mein
Yeh bahon mein baahen, yeh behki nigahen
Lo aane laga zindagi ka maza
Yeh raaten, yeh mausam, nadee ka kinara, yeh chanchal hawa

Sitaron ki mehfil ne karke ishara
Sitaron ki mehfil ne karke ishara
Kaha ab to sara jahaan hai tumhara
Mohabbat jawaan ho, khula aasman ho
Kare koi dil arzoo aur kya
Yeh raaten, yeh mausam, nadee ka kinara, yeh chanchal hawa

Kasam hai tumhe, tum agar mujhse roothe
Kasam hai tumhe, tum agar mujhse roothe
Rahe saans jab tak ye bandhan na toote
Tumhe dil diya hai, ye wada kiya hai
Sanam main tumhari rahoongi sada
Yeh raaten, yeh mausam, nadee ka kinara, yeh chanchal hawa
Kaha do dilon ne, ke milkar kabhi hum na honge judaa
Yeh raaten, yeh mausam, nadee ka kinara, yeh chanchal hawa

 

aja sanam madhu chandni mein hum

Aaja sanam madhur chandni mein hum
Tum mile to wirane mein bhi aa jayegi bahaar
Jhumne lagega aasman
Jhumne lagega aasman

Kehta hai dil aur machalta hai dil
More saajan le chal mujhe taaron ke paar
Lagta nahin hai dil yahan
Lagta nahin hai dil yahan

Bheegi bheegi raat me, dil ka daaman thaam le
Khoyi khoyi zindagi, har dam tera naam le
Chand ki behki nazar, keh rahi hai pyaar kar
Zindagi hai ek safar, kaun jaane kal kidhar
Chand ki behki nazar, keh rahi hai pyaar kar
Zindagi hai ek safar, kaun jaane kal kidhar

Aaja sanam madhur chandni mein hum
Tum mile to wirane mein bhi aa jayegi bahaar
Jhumne lagega aasman
Jhumne lagega aasman

Kehta hai dil aur machalta hai dil
More saajan le chal mujhe taaron ke paar
Lagta nahin hai dil yahan
Lagta nahin hai dil yahan

Dil ye chahe aaj to, baadal ban ood jaoon main
Dulhan jaisa aasma, dharti par le aaoon main
Chand ka dola saje, dhoom taron mein mache
Jhoom ke duniyan kahe, pyaar mein do dil mile
Chand ka dola saje, dhoom taron mein mache
Jhoom ke duniyan kahe, pyaar mein do dil mile

Aaja sanam madhur chandni mein hum
Tum mile to wirane mein bhi aa jayegi bahaar
Jhumne lagega aasman
Jhumne lagega aasman

Kehta hai dil aur machalta hai dil
More saajan le chal mujhe taaron ke paar
Lagta nahin hai dil yahan
Lagta nahin hai dil yahan

 

dost dost na raha

Dost dost na raha, pyaar pyaar naa raha
Zindagi hamein tera, aitbaar na raha,  aitbaar na raha

Amaanatein main pyaar ki, gaya tha jisko saunp kar
Woh mere dost tum hi the, tumhi to the
Jo zindagi ki raah me bane the mere hamsafar
Woh mere dost tum hi the, tumhi to the
Saare bhed khul gaye, raazdaar na raha
Zindagi hamein tera, aitbaar na raha, aitbaar na raha
Dost dost na raha…

Safar ke waqt mein palak pe motiyo ko taulti
Woh tum na thi to kaun tha tumhi to thi
Nashe ki raat dhhal gayi ab khumaar na raha
Zindagi hamein tera, aitbaar na raha, aitbaar na raha
Dost dost na raha…

 

mera naam raju

Mera Naam Raju


Meraa Naam Raajuu Gharaanaa Anaam
Bahatii Hai Ga.Ngaa Jahaa.N Meraa Dhaam
Meraa Naam Raajuu  …

Kaam Naye Nit Giit Banaanaa
Giit Banaa Ke Jahaa.N Ko Sunaanaa
Koii Na Mile To Akele Me.N Gaanaa
Kaviraaj Kahe, Na Ye Taaj Rahe
Na Ye Raaj Rahe, Na Ye Raaj_Gharaanaa
Priit Aur Priit Kaa Giit Rahe
Kabhii Luut Sakaa Na Koii Ye Khazaanaa
Meraa Naam Raajuu  …

Dhuul Kaa Ik Baadal Alabelaa
Nikalaa Huu.N Apanii Safar Me.N Akelaa
Chhup\-Chhup Dekhuu.N Mai.N Duniyaa Kaa Melaa
Kaahe Maan Kare, Abhimaan Kare
Naadaan Tujhe Ik Din To Hai Jaanaa
Dafalii Uthaa Aavaaz Milaa
Gaa Mil Ke Mere Sa.Ng Prem Taraanaa
Meraa Naam Raajuu  …


 

 

yeh raat bheegi bheegi

–MALE–
(Yeh raat bheegi bheegi, yeh mast fizaayein
Utha dheere dheere voh chaand pyaara pyaara) - 2

–FEMALE–
(Aah, aah)
Kyoon aag si lagaake gumsum hai chaandni
Sone bhi nahin deta mausam ka yeh ishaara

–MALE–
Ithlaati hawa, neelam sa gagan
Kaliyon pe yeh behoshi ki nami
Aise mein bhi kyoon bechain hai dil
Jeevan mein na jaane kya hai kami

–FEMALE–
Kyoon aag si lagaake gumsum hai chaandni
Sone bhi nahin deta mausam ka yeh ishaara

–MALE–
Yeh raat bheegi bheegi, yeh mast fizaayein
Utha dheere dheere voh chaand pyaara pyaara

–FEMALE–
Jo din ke ujaale ne na mila
Dil dhoonde aise sapne ko
Is raat ki jagmag mein doobi
Main dhoond rahi hoon apne ko

–MALE–
Yeh raat bheegi bheegi, yeh mast fizaayein
Utha dheere dheere voh chaand pyaara pyaara

–FEMALE–
Kyoon aag si lagaake gumsum hai chaandni
Sone bhi nahin deta mausam ka yeh ishaara

–MALE–
Aise mein kahin kya koi nahin
Bhoole se jo humko yaad kare

–FEMALE–
Ek halki si muskaan pe jo
Sapnon ka jahan aabaad kare

–MALE–
Yeh raat bheegi bheegi, yeh mast fizaayein
Utha dheere dheere voh chaand pyaara pyaara

–FEMALE–
Kyoon aag si lagaake gumsum hai chaandni
Sone bhi nahin deta mausam ka yeh ishaara

–BOTH–
Yeh raat bheegi bheegi, yeh mast fizaayein
Utha dheere dheere voh chaand pyaara pyaara

 

ek din bik jayega

Ek Din Bik Jayega, Maati Ke Mol
Jag Mein Reh Jayenge Pyare Tere Bol
Dooje Ke Hothon Ko Dekar Apne Geet
Koi Nishani Chhod, Phir Duniya Se Dol
Ek Din…

[ Ek Din Bik Jayega, Maati Ke Mol Songs Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]

Anhoni Path Mein Kaante Lakh Bichaaye
Honi To Phir Bhi Bichhda Yaar Milaye
Yeh Birha, Yeh Doori
Do Pal Ki Majboori
Phir Koi Dilwala Kahe Ko Ghabraye
Taram Pam…
Dhara Jo Behti Hai Milke Rehti Hai
Behti Chara Ban Ja Phir Duniya Se Dol
Ek Din…

Parde Ke Peechhe Baithi Saanval Gori
Thaam Ke Tere Mere Man Ki Dori
Yeh Dori Na Chhoote, Yeh Bandhan Na Toote
Bhor Hone Wali Hai Ab Raina Hai Thodi
Taram Pam…
Sar Ko Jhukaye Tu Baitha Kya Hai Yaar
Gori Se Naina Jod Phir Duniya Se Dol
Ek Din…

 

Untitled