in baharon se door
khizaon ke paas
chala jaoonga ek din
teri baahon se door
apne dil se majboor
chala jaoonga ek din
tere saath saath
gar jee na saka to kya
tere bina mar jaoonga ek din
samjhoge ya nahin
ye mujhko pata nahin
tere bina mar jaoonga ek din
—-zauq
ek din ….jab miloge……..tab samjhoge……..woh door kabhi gaya hi nahi………bas chhup gaya tumhari baaton mein….tumhari ankhon mein……..ek din………naa ho yanki to pooch lena…..paaoge khud ko ooski hansi mein…….ankho mein tahre aansoo mein
pyar mein marna badi baat nahin…pyar khoke jilo to manoon…T
diraj rakho……….nice lines