kasthoori…………………
ye hawa …….ye raath……..ye chaandni…………..
meri ….imtehaa le………ro gaye……
kyonki rafta rafta………wo mere………..
hasti ka……saamaa……..ho gaye………
kab hua……..kyu hua……..kaise hua……
dil hur pul…….hai …..bechain………
hum bhatakthe gaye unki yaadoe mei……….
kareeb aate gaye wo………din rain……..
mrig aur kasthoori ……….ki kahani……..
wan mei hua mashhoor……..
kya rub ne……….ye… likha thha fasaana……..
shabnam ……..sagar se rahe na dooor…..
beintehaa mohabbat …….kar dengi ….unko…..
ek din……..milne ko…..majboor
raathoe ki tadap ….kar degi paagal……
subah baanhoe mei hogi …….. noor……..
dard mei uske…..hum…….bejuba ho jaathe……
khud ko khud hi se……yunhi ……bhatkaathe…..
raath bhur……….aasmaa……taakthe …rah jaathe…..
subah talak ……..chaandni mei …….nahaathe….
behthe hawaoe ki………. thandak ko chhukar…..
khud ko hum …….hai …….hosh mei laathe…….
phir din mei jaage…….duniya jo……… pukaare……..
bade smhalthe …..khud ko sawaare……
munn bhhage ………ishq ……ke dwaare….
sara jahaa…….mohabbat ko …….haare