VIDA..
Dear friends..
Its time to say goodbye..
Aaj aap sabhi se vida lene aayi hoon..kahte hain duniya gol hai..Kya pataa hum kabhi-kahin milen na milen..so..yadi maine kabhi bhi jaane-anjaane aap mein se kisi ka bhi mann dukhaaya ho to maaf kijiyega..' :(.
Mera saath dene aur haunsla badhaate rahne ke liye aap sabki aabhaari hoon..bahut bahut dhanyavaad ..
KHUSH RAHIYEGA..KHUSHIYAAN BAANTIYEGA..
Alvida doston..
MAY GOD BLESS YOU ALL.
'
-lata
