Bahot chaha magar bhoola na sake
Aapke siva kisi ko chah na sake
Aapko dekhkar muskura to diye
Apne ashkon se vafa nibha na sake.
Aaj bhi tadapta hai ye dil aapke liye
Hasta hai mehfil me rota hai tanhayee me
Ye mohabbat hai nahi to aur kya hai?
Ye ulfat nahi to aur kya hai.
Agar hai dil me sacchi mohabbat to he khuda tu itna karna
meri mohabbat ki har khvahish puri karna
comments not found
comments not found