ek darakht

ek darakht  jo bachpen  se juda  hai….meri  bahut sari yaado ke sath…..aaj nahi raha…..yaad hain bachpen ke wo din…….us ki tehniyo ko pakad kar jhul jana….. us ke aas-paas lipat jana…….us ke sundar-sundar komal pate-te….un ko chhuna-sehlana……uske pholo ki mala banana……………ghanto neeche bayth….bolna..batiyana…..garni ki dupahri me chhav me….us ka sukoon dena….aaj jab ki shareer ”achlasth” hai………..mann [...]


Untitled

khabar na mili ek chaand to nazar aaya………………..per duje ki khabar na mili…………………….. didaar ko tarasti nazarein hui ”zakhmi”per jis ko dhundha…..wo nazar na milli…….. jubaan puchh-puchh kar hui ”ghayal”per aane walo me ….us ki khabar na mili……….. ye dil tuut kar chak-chak hua…………..per is shab ko kabhi sehar na mili……………… ek chand to nazar aaya………per duje ki khabar na [...]


Untitled

Gar  sun  sako Is  mehekti  fiza  ne ,               is  aabon  hawaa  ne , is  gul-e-gulzaar  ne , is  nazar-e-khumaar  ne , is  rookh-e-roshan  ne ,  kuchh to kaha hai………………….. gar  sun  sako  to  sun  lo darakhton  ne jhuk-jhuk  kar, shabnam  ne  bichh-bichh  kar, guncho  ne  khil-khil  kar, gulon  ne  hans-hans  kar, dariya  ne  beh-beh  kar, dil  ne  dhadak-dhadak  kar, kuchh  to  kaha  hai, gar  sun  sako  to  sun  [...]


Untitled

Bhaav  Shoonya  Nazarein bhav  shoonya nazarein ambar  ko  taktisikhaaya  jinko  thha  ungli  pakad  ke aaj  unhi  ke  sahaare  ko  tarastibhav shoonya  nazarein siskiyan  hain  avruddh  kantth meinrudan  se  deewaarein  darakhtikiya  thha  jin  par  jaan  nisaaraaj  unki  nazaron  mein  khatakti  dekhnaa  thhaa  jab  yeh  din  humko  phir  kyun  unke  liye  hai  mamta  tarasti aate  hain  vichaar  mann  mein  baaram-baarmaat-pita  ko  kyun  [...]


Untitled

Tripti Dophar  kaa  waqt  thaa Ghar  ki  munder  par   khade Nazar  utthai  aur  dekha Ghar  kaa  pichhwaada  aur  gulmohur  kaa  who  ped Jo  ki  mujhe  bahut  azeez  hai  aur  pakshiyon  kaa  aashiyan  hai Kuchh  log  susutaa  rahe  they Jo  ki  paas  hi  kaam  karne wale  mazdoor  they Ek  mazdoor  par  nazar  gayi  dekha  potli  kholi  aur  baitth  gaya Do  roti  aur  pyaaz  ke  tukde  [...]


Untitled

Tu  Jo  Nazar  Aaya                       Tu  jo  nazar  aaya  mere  humdum In  nazaron  ko  sukoon  aur  dil  ko  karaar  aaya Tu  jo  nazar  aaya Khwabon  ko  lage  pankh  aur  labon  per maahtaab  aaya Khil  gaya  chehra  mera   Deedaar  se  tere  is  kadar  jo  zameen  par  chaand  utar  aaya Tu  jo  nazar  aaya ASHA


Untitled

utar aaya chand utar aaya chand jameen permachalta hua…………muskurata hua……..gungunata hua……..utar aaya chand jameen per……………… nayno ko lubhata hua…………………khwaisho ko jagata hua…………………khwabo ko sajata hua………………..dilo ko milata hua……………………..utar aaya chand jameen per……………. jismo ko pighlata hua……………..faslo ko mitata hua……………………saba ko mehkata hua……………………..utar aaya chand…jameen per   behkata hua………………………………………. asha


Untitled

Devotional  Songpiyu  ki  chhavi  basi nainan meinmanmohak muskan  saji adhran meinrehti  hoon sundar  sapnan mein  jyon  parinde  neel gagan  meinbaar-baar  nirkhoo darpan mein bas  jayoon  main piyu  nainan meinpiyu  ki  chhavi  basi nainan meinPiyu more  hain main hoon  piyu  ki nishdin lagi rahoon sumiran meindesh paraaya log paraaye laage  na  manwa  mora  is  jag  meinjeevan  [...]


Untitled

Jeevan  ki Kahaani  Kashti ki  Zubaani Yeh jeevan ki kahaani hai kashti ki zubaani haiRaahon mein aaye tufaan hazaar rukna nahi hai tumko Badhna hi toh zindagaani hai. Sukh-dukh ke thapedon se kashti toh dagmagaani hai Hausla gar ho buland toh manzil toh tumko paani hai.Yeh jeevan ki kahaani hai kashti ki zubaani hai. Haar gaya jo jeevan [...]


Untitled

 kasoor saba ka yu jhom kar aana aur machal-machal jana……………..ju khumaar me kisi ke kadmo ka behak-behak jana……………. dekh us ko gul ka muskurana…………aur guncho ka khil-khilana…………….shab-nam ka bichh-bichh jana…….dara-khato ka jhuk -jhuk jana………. ye teri mulakaat  ka hi to asar hai………ye diwangi jo tum se hai………..ye madhoshi jo tum se hai…….ye teri soh-batt  ka hi to asar hai…….. jab [...]