I & U and your lies ..
April 30th, 2008
” Kitna mushkil hai khud ko samjhana,
lamha-lamha yado me muskurana ,
us par bhi kayamat ho jaye ,
jab yaad tumhari aa jaye ,
na jane kaisi hogi phir woh rat ,
jab tum nahi hoge sath ,
aur tanhaiyo se bhi na aaye jab tumhari awaaz,
jab in nighaho me tumhara saya bhi na hoga ,
jab yad tumhe mera naam bi naa hoga ,
jab tum dur chale jaoge ,
jab tum sab bhul bhul jaoge ,
tab bi yad aoge tum ,
aur tumhari har sachi - jhuti baat …..”
Recent Comments