U AND I
Tadapke dekho kisi ki chahat mein to pata chale pyar kya hota hai,
yunhi mil jaye har koi rahon mein to kaise pata chale ki intzar kya hota hai…..
दिल जीत ले जो वो जिगर हम भी रखते है ,
भीङ मैं भी जो नज़र आये वो असर हम भी रखते है,
यु तो वादा किया है किसी से हर दम मुस्कुराने का,
वरना इन आंखो मै समन्दर हम भी रखते हैं…
***
Zindagi me kuch lamhe khas ban gaye,
Mile to Mulakat ban gaye,
Bichde to yaad ban gaye,
aur jo dil se na gaye vo AAP BAN GAYE.
असमा के तारे अक्सर पूछते है हमसे
क्या तुम्हे आज भी इंतज़ार है उसके लौट आने का.
और ये दिल मुस्कुरा के कहता है
मुझे तो अब तक यक़ीन ना हुआ उसके चले जाने का…
***
jaane kyu main aaj bhi dua karti hun uski khushi k liye
aye kaas woh mujhe louta de mere woh sab beete din meri khusi k liye
***
कसूर ना उनका है ना मेरा,
हम दोनों ही रिश्तों की रस्में निभाते रहे,
वो दोस्ती का एहसास जताते रहे ,
हम मोहब्बत को दिल में छुपाते रहे
***
Milke bichadna dastoor hai zindagi ka
bas yehi ek kissa mashoor hai zindagi ka
beete hue lamhe kabhi laut ke nahin aate
basyehi ek sabse bada kasoor hai zindagi ka
***
Kash Dil Ki Awaaz Mein Itna Asar Hojaye…
Hum Unhe Yaad Karein Aur Unhe Khabar Hojaye…
***
Naa Sar Jhukao Pathar Ke Aagey Ke Woh Devta
Hojaye…
Naa Karo Kisi Se Itni Mohabbat Ke Woh Bewafa
Hojaye…
***
Jindgi jine ke kabil na hoti,
agar kisi ne mohabat banai na hoti,
koi maut ki tamanna na rakhata,
agar mohobat me bewafai na hoti…..!!!

Recent Comments