ना जाने क्यों लोग मिलते हैं जब नही निभा सकते वो दोस्ती को उम्र भर
ना जाने क्यों वो दोस्ती किया करते हैं
हर कोई जीता है अपनो के लिए
पर हम तो दोस्तों को अपनो में ही गिना करते है
जीवन के सफर में
जब मूड कर देखते हैं हम कदमो के निशा
बस दोस्तो को ही मिस किया करते हैं
………………………..सौरभ
Friends' Update
-
Loading ...Please wait..
bahoot hi achcha composition saurabhji.
Sach, Dosti Aisi hoti hi hai lekin saurabh ji un doston ki bhi kuch mazbooriyan rahti hongi jo hamse door ho jate hain, aur jo swarth ke tahat hamse dosti karte hain wo vastav me hamare dost hote hi nahi. Unka swarth hal hone ke baad wo hamse milna to dur dekhna bhi pasand nahi karte lekin isme bhi hum unhe dosh nahi de sakte Kyoki ye hamara dhokha hota hai dosto ko chunane me hum sahi nahi hote. Madhu
dost har tarah ke hotey hain..jeewan k har mod pe kuchh dost miltey hain..par har mausam mein har waqt mein, jo saath de antim chhor tak..aise dost jiske hon,wo khushnaseeb hua karte hain…