Skip to content


Prayer

Prarthana

Hey IIshwar!

Roj ki tarah aaj phir yah din hum aarambh karne ja rahe hain.

Hamey shakti dein ki aaj ke karya ewam dayiitva hum hanste-hanste poore kar sakein.

Saath hii himmat dein ki apane karya mein pariishram karte huye bhi hum prasannachit rahein aur

raat ko jab hum thake-haare samman va satosh ka bhav lekar bister par letein,

tab hamein sukhad niind nasiib ho.

Posted in Personal.



2 Responses

Stay in touch with the conversation, subscribe to the RSS feed for comments on this post.

  1. kuldip gupta says

    इतनी शक्ति हमें देना दाता,,,,,,,, मन का विश्वास कभी कम ना होवे॥(मेरी हर सुबह की प्रार्थना)

  2. laxmi laxmi says

    nice post