Likhna Bhul Gaye…
October 21st, 2009
Hum likhna bhul gaye
Jabse hue woh paraaye
Mausam badle bichde saaye
Fizaaye badli aur yeh hawaaye
Hum
hasna bhul gaye
Ghumo ke baadal jabse chaaye
Tanhaaiyan dost ban gayi
Jab se diye hai usne bujhaye
Ansu bhi beh jaate hai
Teri yaad jab jab hume sataaye
Jeena phir bhi seekh gaye
Hai
tujhe dil me chupaye
Hum likhna bhul gaye
Jabse hue woh paraaye………
Jabse hue woh paraaye
Mausam badle bichde saaye
Fizaaye badli aur yeh hawaaye
Hum
hasna bhul gaye
Ghumo ke baadal jabse chaaye
Tanhaaiyan dost ban gayi
Jab se diye hai usne bujhaye
Ansu bhi beh jaate hai
Teri yaad jab jab hume sataaye
Jeena phir bhi seekh gaye
Hai
tujhe dil me chupaye
Hum likhna bhul gaye
Jabse hue woh paraaye………
bahut sundar rachna
jab har ek lafz unhi k liye likha ho….aur unke jaane k baad kya ho?? pyar ka dard…..
Allah kasam aisa laga to nahi.
bhul kar bhi itna kuch likh gaye… wah !
so nicely placement of romantic words
keep writing …………very well
Wah Imtiyaz Bhai…….bahoot khoob………aapke dil se nikle alfazon ko padh kar hum bhi apne alfaz likhna bhool gaye
hum to kahenge…….. teri yaad k moti se hum apni hatheli me hi sagar bhar lete hai……. yaado ki siyahi me dubo kar hum nazam pe nazam likhte rehte hai……. tu nahi teri na sahi yaad k sang hum har pal jiya karte hai………. tere afsano ko hum kagaz pe fir zinda karte hai……….. ………………