In kaale kaale naino ki kya baat hum karen,
In nakhre vaaliyon ki kya baat hum karen,
Itni fursat se banaya hai inhe khuda ne,
Inse dil lagane vaalo ki hum shikayat kya kare,
Woh hansi Woh adaa
Hai woh sharmo-hyaa,
Is chand ki surat ko Hum chand kya kahe,
Ek jhalak ki deewani hai jiski yeh duniya,
Uske didar ki shikayat hum kya kare
sundar ko sundar kahne main kya jata hai kisi ka……..achcha bolo khush raho aur khushiyan bantoo…….
log unpe fida hai……… isme unka kya kasoor………. dosh dete hai sab unhe………….. kudart ne hi soundarya baksha hai isme unka kya kasoor?
Bahut achyaa likha hai. keep it up…
Very nicely composed. Represents simplicity but expresses superb eloquence. Regards, Angad
Nice one
aameen
Aap kiski baat kar rahein ho. lekin mazaa aagarya
Wow!! lovely just sweet…. simple and superb…. Jis saralta se likha hai mazaa aagaya brother….. God Bless You!!!