ADHURA SA LAGEY HAI



http://datastore.rediff.com/h5000-w5000/thumb/58656664585B5C6962636D/witvk43yd7orzx7l.D.0.npb19A.jpg

धरती को भिगोती बारिश                                                 


आज पहली बार अधूरी लगी


मंजील पाने की चाह में


आज पहली बार सपने अधूरे लगे


पहोंचू तो कैसे तूम्हारे द्वार तक


तूम्हारी गली के सारे रास्ते


आज मूज़े अधूरे लगे


 


मिलना भी हुआ तूम से यूं की


हमारे मिलन के लिये


आज यह जनम अधूरा लगा


 


तूम्हारा साथ मांगू भी तो किसके पास


तूम्हे माँगने को आज भगवान् भी अधूरे लगे


 


चाहता था की तूम्हारी याद में तड़प


आहे  भरु और आंसू बहाऊ


मगर मेरी आँखों को आसूं भी


आज अधूरे लगे.

 ………………………………….aameen


  1. #1 by sandhya kulkarni

    hmm.. Aameen bahut achcha hai.. kiya baat hai..!!

  2. #2 by Brij Tripathi

    yah sundartam bhavon se paripoorn,ati shreshtha rachna hai mitra.

  3. #3 by Khyati Shah

    चाहता था की तूम्हारी याद में तड़प

    आहे भरु और आंसू बहाऊ

    मगर मेरी आँखों को आसूं भी

    आज अधूरे लगे…. waah aameenji bahut khub kahi… :) khyati… :)

  4. #4 by manasi

    Great….reflecting idea of loneliness..perfect!!

  5. #5 by Nikhat Fatima

    Adaab, Pyari nazam hai. Par pyar mein ghuroor theek nahi ke bhagwan bhi adhure lage? yeh toh nazariya hai premi ka warna there is no truth, no love as complete as God.
    aur kya haal hai? kabhi mera bhi blog padhiye..khwaish..nikhat’s, yaad toh hai na aapko?

  6. #6 by Rehan Khan

    are aameen bhai kucch aur bhi likho yar…kuchh mazaa nahin aaya……..khaali se ehsaas lag rahe hain……………..quite ordinary yaar……….

  7. #7 by Dilip Bangthai

    pyar k ehsaas khabhi bhi ant nahi hota, jitna bhi mile magar aur jyada sahane lage lage hai, pyar k ehsaas bahut hi aajib sa hai…!!

  8. #8 by Shashi

    aanshu to ibadat hain… aankho ke parde ke pichhe chhup kar ….bayan kartey hain daud kar dard -e-hall dil ko … jaha tera dildaar khuda mauzud hai…..

  9. #9 by Shiny Vikas

    Wow!waht a pearl of expressions…adurepan kitni bhi kyo na ho..aapki kavita har pal pura lage…..keep it up aameenji.bestwishes!

  10. #10 by mukundkamlakar

    Hi, Aameenji, Bahoot sunder likha hai aapne, aur such bhi hai ki agar kuch pane ki tadap hoto sabkuch adura lagata hai.Aap ki likhi aakhri 4 lines mujhe bahoot pasand aayee.
    And thanks for visiting and given comment, Your comment is really very encouraging.

  11. #11 by Rehan Khan

    tera khwaab har raat na jaane kyun adhura sochkar
    main na jaane kitni raaten tere khayaal mein so gayaa……………

  12. #12 by SHEKHAR BHATTACHARJEE

    marvellous lines………dear Aameen …..my frnd………keep it up

  13. #13 by Amisha Nair

    pyaar voh ehsaas hai jo ek pal bhi humse duur nahi hota….aur jab apna pyara apne saath na ho to sab kuch adhura hee lagta hai….



  1. No trackbacks yet.