
કોરે બદન બહાર પછી કોણ નીકળે ?
વરસે તું ધોધમાર, પછી કોણ નીકળે ?
તું ખુદ નદી થઈને અગર વહેતી હોય તો
ડૂબીને પેલે પાર પછી કોણ નીકળે ?
તારો સફરમાં સાથ જો ક્ષણભરનો હોય તો,
લઈ શ્વાસ બેસુમાર પછી કોણ નીકળે ?
સાથે રહીને સિદ્ધ કરો, આજીવન છો સાથ
જીવનથી ધારદાર પછી કોણ નીકળે ?
અડવાના ના હો તારા જો અહેસાસને કદી,
શબ્દોની આરપાર પછી કોણ નીકળે ?
………Anonymous Poet (but Great Poet)
divas ho k rat, have e swapna ma y malta nathi,su lakhu ghazal have k shabdo y malta nathi.
karta raho satat, smaran tame e naam nu,
kai khuda eva y chhe k emj kadi falta nathi.
befikrai ni mari, hardam tane fariyaad kem,
anjam ni chinta kare, e prem kai karta nathi.
maru nahi to kai nahi, gazal nu to man rakhjo,
kyarek to pucho, kem “kamal” tame lakhta nathi ?
Jo na mil sake wohi be-wafa, yeh badi ajeeb si baat hai
Jo chala gaya mujhay chhod ke, wohi aaj tak mere saath hai
Jo kisi nazar se ada hue, wohi roshni hai khayal main
Voh na aa sake na ho muntazir, yeh khalish kahan thi visaal main
Meri justuju ko khabar nahi, na woh din rahe na woh raat rahi
Jo chala gaya mujhay chor ker, vohi aaj tak mairay saath hai
Tere pyare lab pe gila na ho, yeh kisi kisi ka naseeb hai
Yeh karam hai usska jafa nahi, woh juda bhi reh ke qareeb hai
wohi aankh hai mere roo-baroo, ussi haath main mera haath hai
Jo chala gaya mujhay chhod ker, wohi aaj tak mairay saath hai
Mera naam tak jo na le saka, jo mujhay qarar na de saka
Jissay ikhtiyaar to tha magar, mujhay apna pyaar na de saka
wohi shaksh meri talash hai, wohi dard meri hayaat hai
Jo chala gaya mujhay chor ker, vohi aaj tak mairay saath hai
Jo na mil sake wohi be-wafa………..
Recent Comments