Archive for August, 2009
O Aasman wale
My fev…..
O Aasman wale jami par utar ke dekh
Hoti hai kya mohabbat to bhi to karke dekh.
Tu bhi to dekh duniya me risto ka silsila
Gam ki tadap se tu bhi to Tilmila
O Pattar ko poj poj kar jisko khuda kiya
Par tune mere yaar ko mujse juda kiya
O Aasman wale jami par utar ke dekh
Hoti hai kya mohabbat tu bhi to kar ke dekh
Teri hi nahmate hai Husn Isqh aur Wafa
Phir kis baat ki mili hai mere Dil ko ye saja
Tu bhi jaha me Aaye kare tu bhi kisi se Pyar
‘MASOOQ’ ki tadap me Rooye tu bar bar
O Aasman wale jami par utar ke dekh
Hoti hai kya mohabbat tu bhi to kar ke dekh………….
Log Root jate

और मुझे मानना नहीं आता,
मैं चाहता हूँ क्या
मुझे जाताना नहीं आता,
आंसुओं को पीना पुरानी आदत है
मुझे आंसू बहाना नहीं आता,
लोग कहते हैं मेरा दिल है पत्थर का
इसलिए इसको पिघलाना नहीं आता,
अब क्या कहूं मैं..
क्या आता है, क्या नहीं आता,
बस मुझे मौसम की तरह
बदलना नहीं आता…………
your’s Manav
My ………………
Taqdeer humari bhi jud gayi thi unse……….
is qadat kho chuke the hum ek duze me……..
kismat thi ki mil na sake hum done………..
pyaar me wo mujhe yaar kehti thi…
jaduu tha uske un ankhon me……..
jisme tasveer meri nazar ayi thi……..
par kya pata tha……..is dil ko…..
tute ga ek din wo sheesa bankar……
tookdo me meri duniya bikhar jayegi……
phir bhi dau dete hai hum us bewafa ko……….
usne hume zindgi jo ek nayi tasveer dikhayi thi…
.
kasoor na tha humari mohabbat ka……..
jisse es par humne lootai thi……….
kasoor tha taqdeeron ka ….
zindagi jud kar bhi usse kyun judai thi….
kyun usne meri duniya khud hi mitayi thi…mitayi thi…
your’s manav
aye wakt laut aa
AYE WAKT KABHI LAUT AA, MERI ZINDGI UDHAR DE,
MUJHE AUR KUCH ATA NA KAR, JO KHO GAYA WO PYAR DE
MUJHE WOHI LAMHE BAKSH DE, JINME WO MERE SATH THA
FIR THAAM KAR ZARA KHUD KO TU, MERI ZINDGI SAWAAR DE,
MERI TISHNAGI KI AANCH ME, HAI AAWAZ KAHI KHO GAYI
MERE YAAR KO AAAWAZ DE, MERI OR SE PUKAAR DE,
HAI AAJ MERE SATH BAS, MERI MAYUSIYA TANHAIYA
MERE YAAR ZARA RAHEM KAR, MUJHE THODA SA KARAAR DE,
JO NA DE SAKE MUJHE SUKUN, TO YE INTZA KUBUL KAR
JAHA YAADEIN NA PAHUCH SAKE, MUJHE AISI HI MAZAAR DE,
YAHA HAR TARAF ADAVATEIN, NAFRAT-O-FAREB HAI,
JAHA HAR ZAHEN ME PYAAR HO, KOI AISA SANSAAR DE ……………..
Main ne haq
Main ne haq muhabbat ka ada kiya
na kabhi kisi se gila kiya
mujhey ajab iska sila mila
muhabbatun ki kitab ka
har ek warq jala diya
wo jo aarzu ka chiragh tha
ussey nafratun ne bujha diya
mujhey zakhm phir ek naya diya
mujhey is muhabbat ne kiya diya
woh jo kehte they khush raho
woh jo kehte they meri jan ho tum
har lamha hansa karo
mujhey aaj unhun ne rula diya
mera nishan tak mita diya!!!!
Your’s Manav
Kanto main
Kanto main……
Kanto main phulonko khilte hue dekha hai,
Tufano main kashtiyonko sambhalte hue dekha hai,
Andhero ko ujalon main dhalte hue dekha hai,
Hamane waqt ke saath logo ko badalte hue dekha hai,
Kanto main phulo ko……..
Jab jab bhi aaye kisi ki yaad,
jiske bina dil rahetatha hardam udas,
jab wo aakar mila bahot dino ke baad,
Tab aasuonko bhi kushiyonmain badalte hue dekha hai,
Kanto main phulo ko…….
Apne haq ke liye bar bar insano ko ladate hue dekha hai,
Hamane kai acche logonko buri sangat main padate hue dekha hai,
Budhe lachar Maa Baap se jawan bete aur bahu ko,
zagadate hue dekha hai,
Banate bante kam ko kai bar bigadate hue dekha hai,
Kanto main phulo ko…….
Hamane kai baar apne matalab ke liye,
khun ke rishton ko bhi tutate hue dekha hai,
Apni jeb bharne ke liye dusro ko lootate hue dekha hai,
Aur pakade jane par choro-jebkataronko marte dum tak,
pitate hue dekha hai,
Apne hi desh ke logonko dharm aur jati ke naam pe,
batate hue dekha hai,
Kanto main phulo ko……..
your’s manav
Kaise kahu jindgi ko teri jaroorat nahi
kaise kehdon zindagi ko teri jaroorat nahi,
jhooth kahta hoon jo kahata tujhse mohabbat nahi.
ji kahta hai chal kisi maykhane me,
aaj kuch thik apni tabiyat nahi.
hosh me na sahi nashe me hi kah donga,
tujhe chhodkar jahan me kisise nisbat nahi.
( nisbat = relation )
main kar to lunga izhaar kuch himmat jutakar,
par ho ikraar kabhi aisi meri kismat nahi.
dil lagaaoge to dil tutega hi,
ye haqiqat hai yaaron koi nasihat nahi.
jeeta hoon isliye ki ab marne ki fursat nahi,
warna jeene ki khaas mujhko hasrat nahi.
your’s manav
Lo apna jaha duniya walo
Lo apna jahan duniya walo,
Ham is jahan ko chor chale,
Jo rishte naatey jooray thay,
Wo rishte naate toor chalay,
Taqdeer ki andhi gardish nay,
Jo khail khilaye the khel chuke,
Har cheez tumhari lota di,
Hum le k nahi kuch sath chalay,
Phir dosh na dena aey logo,
Hum dekh lo khali hath chalay,
Ye raah akele kat’ti hay,
Yahan sath na koi yaar chalay,
Us paar na jane kya paye,
Is paar to sab kuch haar chalay.
Your’s Manav
Mohabbat ke safar
Mohabbat ke safar me chalne waale raahi suno
Mohabbat to hamesha jazbaato’n se ki jaati hai,
Mahaz shaadi hi mahabaat ka sahil nahi
Manzil to Door isse bahut door jaati hain.
Jin nigaah me muqaam-e-ishq shaadi hai
Un Nigaah me faqat hawas badan ki hai
Ease hi log mohabbat ko daag karte hain
kiyonki inko talaash ek gudaaz tan ki hai.
Jis mohabbat se hazaro’n aankh jhuk jaaye’n
Us mohabbat ke saadiq hone me shaq hai
Jis mohabbat se koi pariwaar ujdhe
Wo mohabbat nahi ek lap lapaati vark hai.
Mere lafzo’nme mohabbat wo chirag hain
Jiski kirno’nse zamana roshan hota hai,
Jiski lau dunia ko raahat deti hain
Na ki jisse dukhi ghar, nasheman hota hain.
Mere Dost! Jis mohabbat se pashemaan hona padhe
Main use hargiz Mohabbat kah nahi sakta,
Nazar jiski wajah se mil n sake zamane se
Main easi mohabbat ko saadik kah nahi sakta.
Main bhi mohabbat ke khilaaf nahi hoon
Main bhimohabbat ko khuda maanta hoon
Fark itna hain ki main ise marz nahi
Zindagi sawarne ki dawaa maanta hoon.
Saaf harfo’n me mohabbat us aaine ka naam hain
Jo haqiqat jivan ki hanskar qabool karwata hain
Aadmi jiska tassvbur bhi nahi kar sakta
Mohabbat ke fer me wo kar guzar jata hain
happy independence day

HAPPY INDENDENCE DAY



“Tumhe Bhool Jaun , ye mumkin nahi hai”
Tumhe Bhool Jaun, Ye Mumkin Nahi Hai”
Tumhe Bhool Jaun, Ye Mumkin Nahi Hai
Teri Mehphil Mein Aaun, Ye Mumkin Nahi Hai
Tumhe Bhool Jaun
Daras Ko Jinke, Tarasi Ye Nigahe .. 2
Unke Dil Se Dur Jaun . 2, Ye Mumkin Nahi Hai|
Tumhe Bhool Jaun
Teri Mehphil Mein Aaun .
Basi Ho Tum Meri, Rag ' Rag Mein Dilbar 2
Kabhi Tum Na Yaad Aao . 2, Ye Mumkin Nahi Hai|
Tumhe Bhool Jaun
Teri Mehphil Mein Aaun .
Harek Saii Tera, Mujhko Pata Hai .. 2
Jahan Na Ho Tum, 2, Main Wahan Chala Jaun, Ye Mumkin Nahi Hai|
Tumhe Bhool Jaun
Teri Mehphil Mein Aaun …
Mere Darde Dil Ki, Dawa, Tum Hi Tum Ho .. 2
Main Aauro Ka Ho Jaun .2, Ye Mumkin Nahi Hai|
Tumhe Bhool Jaun
Teri Mehphil Mein Aaun .
Sitaare Bhi Tarasate Hai, Tere Aarzoo Ko 2
Tere Paas Aake …. 2, Main Dur Chala Jaun, Ye Mumkin Nahi Hai
Tumhe Bhool Jaun
Teri Mehphil Mein Aaun
Your’s Manav
ham yadoo ke sahare

Hum to har ek ko apna kar rishta banate gaye
Jahan Jahan se Guzre apni yaad chodte gaye
Par kismat ka likha bhi ajeeb hai
Gunehgar koi aur hum saza paate gaye
Kitni jaldi yeh mulakat guzar jati hai
pyass bujhti nahi ke barsat guzar jati hai
Apni yaadon se keh do ke yun na aaya kare
neend aati nahi aur raat guzar jati hai
“hamne maga tha sath unka

Kabhi meri jindgi tha wo
Ho Chuka Ab Kisi Ka Wo,
Kabhi Meri Zindagi Tha Wo,
Bhoolta Hai Kon MUHABBAT Pehli,
Meri To Sari Khushi Tha Wo,
Phool Ki Tarah Muskorata Tha,
Mere Honton Ki Haansi Tha Wo,
Baad Barson K Usse Dekha Tha,
Aaj Bhi Utna Hi Haseen Tha Wo,
Zindagi Naam Jis Ke Kar Di “TAISH”
Log Kehte Hain Ajnabi Tha Wo,
Sara kafan jala diya
Tumne jo meri kabr par, aakar yun muskura diya
bijli chamak kar gir padi, sara kafan jala diya……
main so raha tha chain se, yun hi kafan e mazaar mein,
yahan bhi sataane aa gaye, kisne pata bata diya……
tumne chadhaye phool to, ehsaan kya kiya
humne tumhare ishq mein, sara chaman luta diya…..
pucha na jeete ji kabhi, dard e dil ka haal
aaye ho kabr par meri, mitti mein jab mila diya…..
aaye ho mazaar par mere, dekh liya ab mera haal
thukra ke mere pyar ko, kisi aur ko apna bana diya….
ab ho gaya hai ilm tumhein, ek shikayat meri jaan lo
kiya jo hashar tumne mera, apno ko begana bana diya….
main to kafan mein hoon ab, meri baat aur hai,
karna na unka haal wo ab, jo haal mera tumne bana diya….
tumne jo meri kabr par, aakar yun muskura diya
bijli chamak kar gir padi, sara kafan jala diya…..!!
Mar kar bhi jii
Jeene ko sabhi jee lete hain zamane mein
Dil ke zakhmon ko hum bhi si lete hain zamane mein
Bewafai ka sila hai, yun hi bedard zamane mein
Deti raho awaaz pyar se, humein zamane mein
Ye ashq nahin, tumhare pyar ki yaadein hain
Pyar mein beete huye palon ki yaadein hain
Dil se nikalti hai, jo aah teri yaad mein
aankhon mein aakar, ashq ban jati hai teri yaad mein
In ashqon ko aankhon mein hi rahene do mere sanam
Tumhari yadon ko meri aankhon mein rahene do mere sanam
Tumhari itni khatayen sahi, ek khata aur sahi,
mujhe pyar se apna kar ek aur khata kar lo sanam,
Zaher bhi mile to zaher pi lete hain hum
Tere pyar mein mar kar bhi jee lete hain hum…!!
Jara Ahista chal
Dard Ki Barish Sahi Maddham Zara Aahista Chal,
Dil Ki Mitti Hai Abhi Tak Nam Zara Aashista Chal,
Tere Milne Aur Phir Tere Bichhad Jane Ke Bich,
Faasla Ruswai Ka Hai Zara Aahista Chal,
Apne Dil Hi Mein Nahi Hai Uski Mehrumi Ki Yaad,
Uski Aankhon Mein Bhi Hai Shabnam Zara Aahista Chal,
Koi Hi Ho Humsafar Na Ho Khush Is Qadar,
Ab Ke Logon Mein Wafa Hai Kam Zara Aahista Chal….
hamara bas nahi chalta
HAMARE BUS ME HOTA TO
Tumhe Banho Me Bhar lete
Tumhe Sab se Chupa lete
Tumhe Ankho Me Rakh Lete
Kabhi Na Roothne Dete
Kabhi Na Tootne dete
Tumhe Hum Qaid kar lete
Bus apne dil ki dunya me
Kisi bhi haal me hum phir
Tumhe azad na karte,
Sabhi dunya bhula dete,
Tumhe apna bana lete,
Hamare bus me hota tou
Magar hai bebasi aisi,
Hamara dil machalta hai,
Tumhe hi yad karta hai,
Tumhara qurb chahta hai,
Magar hum kya karen jana,
Hamara bus nahi chalta……!
aaj yad bahut tum aayete
Aaj Yaad Bohat Tum Aaye Thay
Aaj Halki Halki Barish Thi
aaj Sard Hawa ka Ruqs Bhi Tha
Aaj Phool Bhi Nikhray Nikhray Thay
aaj Un Mein Tera Aks Bhi Tha
Aaj Badal Kaalay Gehrey Thay
Aaj Chand Per Lakhon Pehrey Thay
Kuch Tukray teri Yadoon K
Bari Dair se Dil Mein Thehray thay
Aaj Yaadein Uljhi Uljhi Thein
aur Kal Tak Yai Na Suljhi Thein
Aaj Yaad Bohat Tum Aaye Thay
Aaj Yaad Bohat Tum Aaye Thay
for some one……………
i realy miss u…………..
Khuda se mannat hai meri
Khuda se mannat hai meri lauta de jannat woh meri,
Mera rooh ki tasveer mera pyaar, ho khudaya lautade pyaar dobara
Charo taraf tho pehle sukhoon hi sukhoon tha,
Awaam ko dil se ishq ka junoon tha,
Mera pyaar sawara knyu jab isko yun ujadna tha
ishq ma manzar pe khanjar knyu chalaya
Mera rooh ki tasveer mera pyaar Ho khudaya lautade pyaar dobara
Chahe kafan ka joda mujhe pehna de tu,
Bas ek baar mujhko mera pyaar mila de tu,
Tamanna hai guzarish hai dard e dil ka khwahish hai,
Doob thi kashti ko dila de tu kinara.
ho khudaya lautade mera pyaar dobara
Ple………. call me one time……………..R.
i can’t live without uuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuu……………..
in tanhaio se kah do jara
In tanhaion se kah do zara…..
uun tang na kia karen hamen tanhai main..
kyu tanha ho jate hain log yahan..
in tanhaion se poch do zara..
kitne rote tarapte hain log yahan…
kal ki baat pe,aj ki baat pe….
tareefon k dhair hain yahan
sachai se koi wasta nai…
in tanhaion se basta hain zara…
k rehne k adi nai ham tanha..
in tanhaion se kah do zara…
etna tang na kia karen hamen tanhai main…..
apni masook par kabhi
Apni mashuk par kabhi bharosa mat karna,
khushi se jeene ki bajaye roke padhega tumhe murna,
in se darna mat yeh kuchh nahi kar payenge,
gar tumne haath chhuda liya yeh khud hi mur jayenge,
in se to bas apna kaam karo or,
saath hi dusri ka intzaam karo,
aaj kal ki ladkiyan bhi to yehi sub chahati hain,
tabhi to naye naye chhokro k saath nazar aati hain,
kya sachhe pyaar ko koi nahi maanta,
kya sachhe pyaar ki paribhasha ko koi nahi jaanta,
pyaar shabd ka to sirph panno me naam sa reh jayega,
is baat ko koi oor nahi to ye{gareeb}keh jayega,
videshon me chumaa chati to jaise aam hai,
isi liye to pyaar shabd bahut badnaam hai,
sache pyaar ka phuul badi mushkil se milta hai,
yeh phuul zindgi main ek baar sub k dil me khilta hai,
akksar ye dil khuda se yehi fariyaad kiya karta hai,
uun ko thodi akal de jineh ye {gareeb} yaad kiya karta hai.
mere khuda
MERE KHWAB, MERE KHAYAL, MERI SOCH,
HAR JAGAH MAINE SIRF TUMHE BASAYA HAI.
MERE JUNUN, EHSAS , PYAAS ,DARD, KHUSHI,
IN SAB ME MAINE SIRF TUMHE HI PAYA HAI.
MERE DIL KA CHAIN , SUKUN, SUKH ,SHAAN,
TUMHARE PYAR ME HI TO SAB SAMAYA HAI.
DUNIYA , DUNIYAWALE, MEHFILEN, DOST SARE,
TU NAHIN HO TO SAB YE JAISE PARAYA HAI.
TU HAI MERE SAATH TO LAGTA HAI JAISE KI,
MERE KHUDA NE MERI AUR HAATH BADHAYA HAI
yaha koi kisi ki nahi sunta
yahan koi kisiki nahi sunta,
sub apni sunane me mast hain,
yahan koi kisiki nahi sunta,
sub apne kaamon me wayast hain,
na hindu sunta hai na musalmaan,
na allah sunta hai na bhagwaan,
yahan koi kisiki nahi sunta……………,
na priwate sune hai na gavarment,
chahe lakh dete raho statment,
yahan koi kisiki nahi sunta……………,
na bura sunta hai na achcha,
na buddha sunta hai na bachcha,
yahan koi kisiki nahi sunta……………,
police khud bani hui hai choor,
yahan to her seat per hain ghuus khoor,
yahan koi kisiki nahi sunta……………,
bus itni si hai bharat ki raam kahani,
kuchh der rukker sunlo is {gareeb} ki zubani,
hah kyonki waise to yahan koi kisiki nahi sunta,
sub apni sunane me mast hain,
waise to yahan koi kisiki nahi sunta,
sub apne kaamon me wayast hain,
muje ab dar nahi lagta
Mujhe ab dar nahi lagta
kisi k do0r jane se
Ta’luq Tot jane se
kisi k maan jane se
kisi k roth jane se
Mujhe ab dar nahi lagta
Kisi ko azmane se
kisi k azmane se
kisi ko yad rakhne se
kisi ko bhol jane se
Mujhe ab dar nahi lagta
Kisi ko chor dene se
kisi k chor jane se
Na shama ko jalane se
Na shama ko bujhane se
Mujhe ab dar nahi lagta
Akele muskrane se
kabhi ansoo bhane se
Na is sare zmane se
Haqeeqat se fasane se
Mujhe ab dar nahi lagta
Kisi ki na’rasai se
Kisi ki parsai se
Kisi ki bewafai se
Kisi dukh intehai se
Mujhe ab dar nahi lagta
Na to is paar rehne se
Na to us paar rehne se
Na apni zindgani se
Na ik din mout aane se
Mujhe Ab Dar Nahi Lagta…………!
Koi mera apna
jis ne jeena sikhaya woh mera apna tha,
dil to bikhar chuka tha toote huy mootieon ki tarha
dil ko jis ne sawara woh mera apna tha,
kho chuki thi umeed khushiyan pane ki,
khusiyan jis ne sametien woh mera apna tha,
kehta tha sath doon ga saat janmoon ka ,
beech rah mien jo chhor gaya woh mera apna tha,
shikva bus itna hai ye dosto0o0,
jis ne saath chhora woh mera apna tha
Dil ki baat
Posted by manavchak in DIL KI BAAT on August 2nd, 2009
Love………………………..
Happy friendship day to allll my iland friend…………..
and thanks to you friendship with me………….from my heart
No one could ever Understand,
Just what a special Love we share,
And what we really mean to one another,
The Love we Feel,each for the other…….
Your Love is my Companion,
when the days are long and cold,
your Love will Keep me going ,
Even when i grow old………
When i think of you may little Dove,
I smile within my heart.
in my life you will always be a part……….
i love you today, tomorrow and forever,
Is my life’s fullest intent,
your love is my enderavor,
Be’use you are Heaven Sent……………….
for me…
your’s
Manav !

Recent Comments