Skip to content


This is for college students by me

यादें आयें यादें जाएँ जैसे बीते धुप सुहानी
आयी है अब बचपन की शाम मस्ती हुई सब बेगानी
याद आयी मुझे वो बचपन की पहली कहानी
एक राजा था और एक रानी और बस मेरी नानी
और याद आयी मम्मी से वो पहली जिद
मैं बड़ा होना चाहता हूँ||
एक दिन मैं गया पहली बार स्कूल
ऐसा लगा बन गया अप्रैल फूल
A b c d e f g ऐसा लगा इसी में हो जाएगी मेरी पीअच् डी
फिर आया वो मेरा पहला दोस्त स्कूल में
ऐसा लगा कहाँ से आ गया कबूतर महफ़िल में
लेकिन फिर पटी ऐसी की जैसे आ गयी स्कूल मुट्ठी में
और मिला एक दुश्मन भी फर्स्ट क्लास में
सोचा इसे मार के ही जाऊंगा एक दिन जेल में||
और मै बड़ा हुआ क्लास ही क्लास में आखिर सिक्स्थ में आ गया
और मै एक दिन गुरूजी का टिफिन खा गया
पर कहाँ से एक चुगलखोर आया
और गुरूजी ने मुझे प्यार से और मेने उसे गुस्से से बजाया||
फिर एक दिन मेने गलती से दोस्तों से स्कूल का स्टूल तुडवाया
हैप्पी हुआ ऐसा जैसे स्कूल ख़त्म अब में तो कॉलेज में आया
पर फाईन लगा ऐसा कॉलेज छोड़ो मैंने अपना पॉकेट मनी भी गवायाँ
अब आया में ना इन्थ में और स्कूल में आया शाईन में
स्कूल में जीता हर competition सोचा इलेवंथ में लूँगा अब साइंस मै
और सारी दुनिया को कर दूंगा लाइन में
आयी इलेवंथ आया ट्वेल्थ बुझ गया प्लानिंग का बल्ब
लोगो ने कहा बेटा स्कूल ख़त्म हो गया अब करना है तुजे हार्ड वर्क
मेने कहा तो अब तक क्या घास काट रहा था
और दल दिया एक दिन मुझे कॉलेज की चक्की में
और गया एक दिन में कॉलेज की क्लास में मिले मुझे चार दोस्त
सो रहे थे मेरी तरह और लग रहे थे बिलकुल सुस्त
मै था engineering में सोचा बनाऊंगा सुपर कंप्यूटर
रूम मेट बोला सोजा लल्लू लास्ट डे पढेंगे लगा अभी तू बिस्तर
और एक दिन क्लास मै teacher आया और बोला attention
पढ़ाउंगा तुम्हें मै तीन घंटे एक्स्ट्रा
क्योंकि ऐक्साम डेट होने वाली है जल्दी ही सेंशन
पास वाला बोला बुढ्हा गेस्ट फेकेल्टी है खिड़की खोल भाग ले मत ले टेंशन
एक दिन मिला मेरा बचपन का दुश्मन गली मै ,ऐसे मिले गले
जैसे ऐसा कोई नही है दूसरा ऐसा दोस्त मेरा और हम एक -एक कोल्ड ड्रिंक
पीने चले |
आज वो दिन आ गया जब मै जा रहा हु ये कॉलेज छोड़ के
लग रहा है ऐसा ये जिंदगी अब ख़त्म, जा रहा हु दुनिया छोड़ के
मिलेंगे हम फिर कभी जिंदगी की गली में तो मै बालूँगा एक ही dialogue
“क्या हाल है भाई ..भाभी कहाँ है”
Have a good day



Posted in Blogs.

1 comment


Pyari bahana

woh madham sa muskurana aur woh jhooth-mooth ka gussa dikahana..,
samajhna meri har baat ko aur mujhe har baat samjhana,..
woh ladna tera mujhse aur phir pyar jatana,…
bahut yaad aata hai “meri behna” tumhara mujhe “bhai” kehke bulana,

woh sham dhale karna baatein mujhse aur apni har baat mujhe batana..,
sunke meri bewakufiyaan tumahara zor se hans jaana…,
meri har galti pe lagana daant aur phir us daant ke baad mujhe pyar se samjhana…,
koi aur na hoga tumse pyara mujhe yeh aaj maine hai jaana,..

woh rakhi or bhiya dooj par tumahara teeka lagana ……,
kumkum me doobi ungli se mera matha sajana..,
khilana mujhe mithai pyar se aur dil se dua de jaana..,
bandh ke dhaga kalai pe meri pane pyar ko jatana..,

kabhi ban jaana maa meri aur kabhi dost ban jaana,
dena nashihatein mujhe aur hidayatein dohrana,
jab chhaye gham ka andhera to khushi ki kiran banke aana,
haan tumhi se to seekha hai maine gham me muskurana…

kehta hai man mera rehke door tumse mujhe ab ek lamha bhi nahi hai bitana..,
ab to bas “Amit” ko apni “Pari behna ” ke pass hai jaana,
hai bahut se ehsaas dil me hai samaye ab pata nahi inhe kaise hai samjhana,
bas jaan lo itna “pagal behna” bahut yaad aata hai tumhara “bhai” kehke bulana….!!!


Posted in Blogs.

4 comments


Yeh Ek Piyara Sa Jo Rishta Hai

Yeh Ek Piyara Sa Jo Rishta Hai
Kuch Mera Hai, Kuch Tera Hai

Kahen Likha Nahin Kahen Parha Nahin
Kahen Dekha Nahin, Kahen Suna Nahin

Phir Bhi Jana Pehchana Hai
Kuch Mera Hai, Kuch Tera Hai

Kuch Masum Sa, Kuch Ulbela
Kuch Apna Sa, Kuch Begana

Kuch Chunchul Sa, Kuch Shurmila
Kuch Sukh Sa, Kuch Sunjida

Kuch Uljha Howa, Kuch Suljha Suljha
Kuch Masti Bhara, Kuch Khafa Khafa

Kuch Mera Hai Kuch Tera Hai
Yeh Piyara Sa Jo Rishta Hai

Kabhi Kari Dhoop Main Saya Hai
Kabhi Andheri Raat Main Jugnu Hai

Kabhi Bin Badal Barsaat Hai
Kabhi Bhatkee Hawaon Ka Reh-Bur Hai
Kabhi Rasta Hai, Kabhi Manzil Hai

Kuch Mera Hai Kuch Tera Hai
Yeh Piyara Sa Jo Rishta Hai

Kabhi Dhagay Say Isay Bandha Nahhin
Kabhi Ehad-o-Paiya’n Main Jukra Nahin
Kabhi HaQ Bhi To Apna Jutaya Nahin

Phir Bhi Yeh Kitna Piyara Hai
Jisay Hum Nay Sachey Moti Ki Tarha
Dil Ki Sepi Main Qaid Kiya
Sub Ki Nazron Say Dhanp Liya

Kabhi Maan Diya, Kabhi Aitbar Kiya
Sub Kuch Hi Is Par War Diya


Kuch Mera Hai Kuch Tera Hai
Yeh Piyara Sa Jo Rishta Hai


Posted in Blogs.

3 comments


Woh College Ka Canteen


Yeh degree bhi lelo ye naukari bhi leloBhale Chheen lo mujh se USA ka VisaMagar mujh ko lauta do, wo college ka canteenWo teekha samosaa vo chaay ka pani

College ki sabse purani nishani
Wo chaaywala jise saare kehte the jaani
Wo jaani ke hathon ki ‘cutting’ chaay meethee
Wo chupke se journal mein bheji hui chitthi
Wo padhate hi chitthi uska bhadakna
Wo chehre ki laali vo aankhon ka gussaa…

Kadi dhoop mein apne ghar se nikalnaa
Wo project ki khatir shahar bhar bhataknaa
Wo lecture mein doston ki proxy lagaanaa
Wo sir ko chidhanaa, vo aeroplane udaanaa
Wo submission ki raton ko jagnaa jagaanaa
Wo orals ki kahani vo practical ka kissaa….

Bimaari ka detention ke time bahanaa
Wo doosron ke assignments ko apnaa banaanaa
Wo seminar ke din pairon ka chhatpatanaa
Wo workshop mein din raat pasinaa bahanaa
Wo exam ke din ka bechain maahaul
Par vo maa ka vishvas, papa ka Bharosaa…

College ki wo lambi si raatein
Wo doston se canteen me pyaari si baatein
Wo gathering ke din ka ladnaa Jhagadnaa
Wo ladkiyon ka yuhin hamesha akadnaa
Bhulaaye nahin bhool sakta hai koi
Wo college, Wo baten, wo shararatein, vo javani…
Wo kagaz ki kashti, Wo barish ka pani…




Posted in Blogs.

3 comments


Mujhse kehti thi wo…

Mujhse kehti thi wo…
Kay ISHQ nahi hota kisi say !!!
MOHABBAT nahi hoti kisi say !!!

Pyar to do pal ka BRAHM hota hai,
Koi kisi pe umr bhar MARTA nahi….

Shuruwat mei badi-badi kasme khate hai ye log,
Lekin unhe Nibhate nahi hai ye log,
Pyar mei DHOKE de jaate hai pyar karne wale….
Bewafaai karke kisi aur ka haath tham lete hai ye log.

Mujhse bhi kehti thi wo….
Kay ISHQ nahi hota kisi say !!!
MOHABBAT nahi hoti kisi say !!!
Magar maine bhi kaha kay
Mujhe ISHQ hai,
Sirf aur Sirf TUJHI say…..

Mujhse kehti thi wo ki mai use CHOD doon,
Uske bina rehne ki aadat apneaap mein daal loon,

Mujhse kehti thi wo,
Kay mere bina REH legi wo,
Mujhse bina mile JEE legi wo,
Chahti thi mujhe fir bhi aisa kehti thi wo,
Na jaane kis baat se darti thi wo……

Dur hona chaha jab maine usse,
Tau mujhi se LIPAT gayi wo,
Mera bina rehne say MUKAR gayi wo…..

Fir bhi mujhe kehti hai wo,
kay ISHQ nahi hota kisi say !!!!!!
MOHABBAT nahi hoti kisi say !!!!!!


Posted in Blogs.

4 comments


Aawaaz joh aayi aapki kaano mein humaare,

Aawaaz joh aayi aapki kaano mein humaare,khuda jaane ki woh manzar kaisa raha, jal gaya ek diya
dil mein meri ki kisiko pasand aaya kaam humaara, kaha
joh aapne fursat mein baath karne ke liye, hume har
pal us fursat ka intezaar raha,khuda seh darkhwaast
aapke fursat ki karte yeh dil bechain raha, Khayaal
aaya aapko usbaath ka isbaath ka hume raath bhar
khayaal raha, tareef humaari joh aapne bheji thi, use
zabaani aapse sunne ka intezaar raha, guzarte rahe
gulistaano seh toh aapse milne yeh dil bekaraar


Posted in Blogs.

17 comments


फिर कल शायद मैं मर जाऊं!

चले हो कहाँ,
नजरें चुरा के|
मेरी मुहब्बत को,
मुझसे छुपा के|
मेरी हसरतों को,
दिल से मिटा के|
वफाओं को मेरे,
चिता पे सुला के|

हमने न देखा,
वो सावन की रिमझिम|
बहारों का मंज़र,
न देखा कभी था|
तन्हाई का आलम,
मेरा आशियाँ था|
विराना था जीवन,
खामोशी थी कब से|
बदला कल मेरा,
मिले हो तुम जब से|
बादल हूँ मैं,
तू हवा का है झोंका|
दरिया हूँ मैं,
तो जलधार तू है|
मेरे जिन्दगी की,
पतवार तू है|

पर सुन ऐ पत्थर दिल सनम,
तुने ना समझा प्यार मेरा|
मेरी नजरें जब उठती हैं,
तुझ तक जाकर ही रूकती हैं|
ढूंढ़ती हैं तेरी आँखों में,
अपने कल का तस्वीर नया|
अब भी तो सनम इनकार न कर,
आजाओ मेरे पहलू में|
हूं आज अगर मैं जिन्दा तो,
फिर कल शायद मैं मर जाऊं|


Posted in Blogs.

24 comments


ek sawal

Na jaane kyu dil me yeh khayal hai,
Har pal uth raha bas yehi sawal hai,
Kyu tadapta hu uske liye me itna,
Kya mere bina uska bhi yehi haal hai?

Kyu mere lab muskurana bhool gaye,
Kyu is dil me dard ka sailaab hai,
Dekhta hu usika sapna har waqt,
Kya uske aakho me bhi mera hi khwab hai?

Kya khata hui thi mujhse aisi,
Ke khuda bhi mujhse naraaz hai,
Kyu milti nahi kismat usse,
Kyu kudrat ko is rishte se aitraaz hai?

Kya khoya, Kya paaya,
Kisne rakha iska hisaab hai,
Kyu rehte hai aakho me har waqt aansu,
Kya kisi ke paas is sawal ka jawaab hai?


Posted in Blogs.

11 comments


Kabhi yun bhi to ho

• Kabhi .
Kabhi yun bhi to ho
Dariya ka saahil ho
pure chaand ki raat ho
pariyon ki mehfil ho
koi tumhaari baat ho
Aur tum aao
Kabhi yun bhi to ho
Kabhi yun bhi to ho

Kabhi yun bhi to ho
Ye narm mulaayam thandi hawaayen,
Jab ghar se tumhaare gujare,
Tumhaari khushbu churaayen
mere ghar le aayen
Kabhi yun bhi to ho
Kabhi yun bhi to ho

Kabhi yun bhi to ho
Suni har mehfil ho
koi na mere saath ho
Aur tum aao
Kabhi yun bhi to ho
Kabhi yun bhi to ho

Kabhi yun bhi to ho
Ye baadal aisa tut ke barase,
Meri dil ki tarah milne ko,
Tumhaaraa dil bhi tarse,
Tum nikalo ghar se
Kabhi yun bhi to ho
Kabhi yun bhi to ho

Kabhi yun bhi to ho
Tanhaai ho dil ho
Boonde ho barsaat ho
Aur tum aao…….
Kabhi yun bhi to ho
Kabhi yun bhi to ho


Posted in Blogs.

50 comments


PaGaL DiL MeRa

KhOyA KhOyA Sa ReHnE LaG GaYa Hu MAi,
ChAnD Ki ChAnDnI MaDhOsH KaR JaTi HaI MuJhE,
WoH KaUn ThI JiSkI Ek JhAlAk DeKhNe Ke LiYe DiL BeKaRaR ReHtA HaI,
JaB DiL KeHtA HaI Ki WoH TuJhE KaBhI NaHi MiLeGi,
Ek HaWa Ka JhOnKa YaAd KaRnE PaR MaJbOor KaR JaTa HaI mUjHe……



KhUdA Ne ChUn KaR Ek HeErA TaRaShA ThA,
JiNhE DhArTI PaR UnHoNe UtArA ThA,
KeHtE To UnHe ChAnD Ka TuKrA HaI,
PaR Us ChAnD Ko hUmNe ApNe Dil Me UtArA ThA…….


UnKi SaGaR JaIsI AnKhO PaR DiL HuMnE ApNa HaRa ThA,
AnKhO Ki AdAyE To HuMnE BaHuT DeKhI HaI,
PaR WoH AnKhEiN JiNmE HuM KhO jAyE,
KhO Ke YeH SaARa JaHaN BhOoL JaYe,
BhOoL JaYe Ki HuM KaUn HaI………


KhUdA Se YaHi DuA NiKaLtI HaI,
Is PaRi Ko KaBhI KoI dUkH nA Ho,
YaDi Ho To ItNi ShAkTi De KhUdA,
Ki In AnKhO Se UnKe KaBhI kOi AsHq Na GiRe………


AaJ BhI AkElA HaI YeH DiL MeRa,
SoChTa HaI PeHlE, PhIr MaChAl Ke SaHeM Sa JaTa YeH DiL MeRa,
KoShIsH KaRtE HaI hUm IsE SaMjHaNe Ki,
Ki TuM KaBhI HaWa Ko PaKaDh NaHi SaKtE,
PhIr BhI KhOyA-KhOyA Sa ReHtA HaI YeH PaGaL DiL MeRa.


Posted in Blogs.

1 comment