Aawaaz joh aayi aapki kaano mein humaare,khuda jaane ki woh manzar kaisa raha, jal gaya ek diya
dil mein meri ki kisiko pasand aaya kaam humaara, kaha
joh aapne fursat mein baath karne ke liye, hume har
pal us fursat ka intezaar raha,khuda seh darkhwaast
aapke fursat ki karte yeh dil bechain raha, Khayaal
aaya aapko usbaath ka isbaath ka hume raath bhar
khayaal raha, tareef humaari joh aapne bheji thi, use
zabaani aapse sunne ka intezaar raha, guzarte rahe
gulistaano seh toh aapse milne yeh dil bekaraar
Friends' Update
-
Loading ...Please wait..
sabka dost
rajiv forever
u will never forget me dear…….
take care…..
so u r welcome in our iland …..
ki main kis tarah se tumhaare blogs ka intzaar karta tha…
aur tumhaare blog jab bhi aaye uss pe bina comments diye begair nahi chhodta tha…
kheir mujhe khushi hai tum dubaare se ess iland par aaye….
aur tumne apna naya safar start kiya…
yaar pta nahi kaise ye do comment repeat ho gaye main leekha raha tha kuch aur ye apne aap hi words change ho gaye…. ??
ki main kis tarah se tumhaare blogs ka intzaar karta tha…
aur tumhaare jab bhi aaye bina comments diye begair nahi chhodta tha…
tum too aise gaayab hue jaise gaddhe k seer se singht….
aur btaaye kya chal raha hai….??
chint mat karo mere ander vo comment dene ka josh ab bhi hai….
aaj tumhaara blog pada too meri puraani yaadein taaza ho gayi…
mujhe too ho gaya tumhara blog bina padde…. !!
yaar bahut dino baad tumhaara blog pada it was very nice….
how r u? yaar
om namah shivaaye…. amit ji….
bahut dino bad…acha laga aapko padh ke …..sach hai kisi apne ki aawaz bahut dino bad suno to acha hi lagta hai aur kabhi2 rona bhi aata hai …very nice poem keep writing..n keep smiling too
Wow bahot hi badhiya likha hai nice one , jisake liye bhi likha hai wo padhkar bahot kush hoga aap par