Skip to content


Saari Party ka Ek-ich dost…… Munna Bhai!

Sala! koi apun ko shanti ke saath rehne-ich nahi deta. Ae yeda log! shanti bole toh….. peace!! 
Par kya karega…. public ka itna demand ho rahela tha ki wapas tapakna-ich pada.
Dekh, apun ko UP mein election kara-ne ka full contract milela hai…..
UP ho ya Bihar…. apun ki demand har jageh hai….. kya!
Saari party ke log apun se milne aaye….. bole bhai tera-ich sahara hai……
Apun ne 4 team banayi….. A,B,C,D…… phir neelami hui…… Sabse jyada boli SP ki…… usko A team, phir BSP ko B team. BJP aur Congress ko C aur D team chipka diya……
Abhi sari teams kaam par lagi hu-eli hai. Aur apun sabka Big Boss…. kya!
Dhanda bindaas chal rahela hai…… bas time nahi hai……
Toh mamu lo, tension nahi lene ka…… apun wapas tapkega….. thoda patient rakhne ka…… sala! phir speling mistake!
angrezi ki padhai bhi phir chaaloo karna mangta hai apun ko……. abhi chalta hai…
Ae Circuit! woh Rapid Sex wali kitab laa…….

Posted in munna...bole toh.



23 Responses

Stay in touch with the conversation, subscribe to the RSS feed for comments on this post.

  1. shweta says

    you just make people laugh……..good going,i alwes appriciate d we u do dis……keep it up

  2. deepak sharma says

    apun muna bhai boltne ka oye tum log apun ko gandhigiri sikhane ka kya apun doubt mein hein ki bapu tumko kahe nahi dikkhta

  3. Prudent Indian says

    chal yaar kal tou apun akha mumbai mein garmi kha ke aaya. Do din rooka udhar mahaluxmi mein….sallaa bore ho gaya.O bhai tou bhai blotea naa apena aap ko! haan! Chall ek mast bar khol dal sala dil ne lagata na mere ko! Chall nikal ley aab fultoos time khoti kar rahela hai.Aye tou kidhar raheta hai bombay mein (yeh sala kya mumbai shumbai… bole tou dubai lata hai,bolene ko) aab tou apun ka ana jana laga karega har ek ich 15 din baad.
    sab ka bhai
    anil bhai.

  4. charu dutta says

    kya bhai…………. kaha gole hoye-gela hai tu? kab se intezaar kar-raila hoo. par apun ki to bad luch hi kharab hai. tu aata-ich nahi. ab bahut ho-gayel—- ab to sarkar girane ka time aa gayela hai.

  5. Honey Kumar says

    ae bhaiii…election kaisa raha..suna ke maya behanji jeet gayeli hai….waise apun ka bheja chakra raha hai ke rapid sex tereko kya karna ka ich haiii….abi wapas aaya hai toh jaane ka nai samjhe…

  6. umesh chhikara says

    a bhai …..u rocks….rock bole to mountain!!!!

  7. Anirban Choudhury says

    Ai Munna bhai apne ko bhi gang me samil karne ka na..baria likheli hai baap…..

  8. Namrata Harichandan says

    bhai ko salaam bhej rahi hoon…..mujhe maloom hai itney din kahan the, magar dekh lo maine kisi ko nahin bataya……welcome back

  9. Namrata Harichandan says

    bhai ko salaam bhej rahi hoon…..mujhe maloom hai itney din kahan the, magar dekh lo maine kisi ko nahin bataya……welcome back

  10. Kush A says

    hehehehe… kya karega kitaab pad ke? seedha exam deke aa… sab seekh jayega… ;))

  11. A J says

    Ho saala… apney log ko fultoo shanti milela hai Munna ko padhkey. Wapas writing marneka shukriya :D

  12. dew drop says

    Welcome back munna bhai.:)

  13. J G says

    Welcome back Bhai…Cheers..IP

  14. Kanchan Bhattacharya says

    shanty ke sath rahna achchha hai SP chor hai!

  15. ravi mohan says

    you will get some role ….. laga raho Munna Bhai…..

  16. Jissy Thomas says

    Chal Munna, tereko phir se iland pe dekhke main bohot khush huee. Pan bhai, Rapid Sex waali kitaab kaunse dukaan mein milegaa? ;-)))))))) Tere chhote se dimaag mein itne saare sar phire ideas kidhar se aate hai? ;-)

  17. sahil banga says

    hahaha, rapid sex, yeh to bhai ekdum jhakaas observation tha, bole toh, eye vulture maafik…

  18. Navneet Khatri says

    Bole toh Waah

  19. manisha sharma says

    bole toh ekdum…… rapchik hai mammu………..”come back soon..”

  20. amol prabhudesai says

    wo aakri line samaz me nahi aaya bhai… bole to kaun sa kitab… “Rapid… Kya…

  21. Manish bagra says

    Lago raho munna bhai….:)

  22. Prudent Indian says

    thhanks god mangena kka,abhich tou tapaka nahiin! sala! iitenechich der lageya ga to to biwi bhii bhol ggayega. raha apun ka baat touh bhai roti bhi touh khana ka hai naa.akha India ghooom dala or paise bhi touh kamaya hai naa majae ki baat.aab bol kya …blota touh…? Ekich baat ka afssos hai apun mumbai mein ayay or ”lakhdeepo” bar santa cruz mein band mila.ye kya vanada hai bhai? Tough apun ne socha tere koo dhooontedeta hon par har taraf tough he mila na.pachaan nahi paya.challl aab jayada mich mich mat kar ab kke bar mil he loonga tough se.next time.Pyar se anil.

  23. shriya sinha says

    Bahut kamaal he baap….lage raho!