| सच को स्वीकार करो…. |
|
मेरी इल्तजा तू सुन ले |
Broadcasting my thoughts
| सच को स्वीकार करो…. |
|
मेरी इल्तजा तू सुन ले |
Posted in Love.
– October 27, 2010
मै कांटो का दीवाना हू!,.,…,,.,.
मै जलने वाली आग नहीं,
जल जाने वाला परवाना हूँ !
ख्वाब मुझे पसंद नहीं,
मै हकीकत का आशियाना हूँ !
मै मीटने वाली हसरत नहीं,
जीने वाला अफसाना हूँ !
मै थमने वाला वक़्त नहीं,
न छु पाने वाला कीनारा हूँ!
मै रूकने वाली सांस नहीं,
सदा दील मे धडकने वाला सहारा हु!…
नीगाहे बचाकर जो चलते है हमसे ,
कभी उनको हमसे मोहोब्बत हुई थी
जो महबूब से अजनबी हो गए है
कभी उनको हमसे मोहोब्बत हुई थी…
तुझे खोना भी मुश्कील है, तुझे पाना भी मुश्कील है.
जरा सी बात पर आंखें भीगो के बैठ जाते हो,
तुझे अब अपने दील का हाल बताना भी मुश्किल है,
उदासी तेरे चहरे पे गवारा भी नहीं लेकीन,
तेरी खातीर सीतारे तोड़ कर लाना भी मुश्कील है,
यहाँ लोगों ने खुद पे परदे इतने डाल रखे हैं,
कीस के दील में क्या है नज़र आना भी मुश्कील है,
तुझे जींदगी भर याद रखने की कसम तो नहीं ली,
पर एक पल के लिए तुझे भुलाना भी मुश्कील …..
Posted in Love.
– February 23, 2009
| INTEZAAR AAJ BHI HAI |
ASHK BEH JATE HAIN AKSAR SABHI KE AANKHO SE |
Posted in Love.
– December 5, 2008
| NAZREN JHUKANA |
ZAROORI KAAM HAI LEKIN ROZANA BHUL JATA HUN |
Posted in Friends.
– December 5, 2008
Jo kiya hai iqraar kya samjhu main ise{}{}{}{}{}{}{}O
Samajhna bhi chahun tou kaise samjhu ise{}{}{}{}{}{}O
Ab tak mohabbat ne humein durr se tarsaya hai{}{}{}{}{}O
Afsana samjhu ki kahun main haqikat ise{}{}{}{}O
Likh tou diya hai tumne kagaz par dil ki baat ko{}{}{}O
Iqraar se pahle jana tou hota mere baare mein{}{}{}O
Dil ki baat hai ya phir kahein mahez kalaam ise{}{}{}{}O
Kaise pa sakte hai hum ishq wale ki haqikat ko{}{}{}{}{}O
Ya khuda ! tu hi bata aur kya likh bhejun main use…….
Posted in Love.
– February 21, 2008
APNI MOHABBAT KE LIYE
Jane kyun main aaj bhi dua karta hoon uski khushi ke liye
Aye kaaash woh lauta de mere woh sab beete din meri khushi ke liye
Kya soch kar usne badal li apni raahein
Koi jaa kar bataye use koi marta nahi kisi ke liye
The aur bhi raaste saath nibhane ke liye
Kyun usne chuna raasta sirf judaai ke liye
Woh hota gaya dhire dhire mujhse durr qareeb maine jitna aana chaha
Usne ek raah khuli na rakhi apni wapasi ke liye
Maana ke meri qismat ne kiya mujhe durr tumse
Kya tumhare haathon ki lakeeron mein likha tha mujhse juda hone ke liye
Ab bhi hai mere dil mein jazbaat na jane kis tarah
Achcha hi kiya tha maine apni mohabbat ke liye.
Posted in Pets.
– January 3, 2008
Kitna pagal hai yeh dil
Kitna pagal hai yeh dil
Hawa mein tumhara paigaam dhoondta hai
Is jagah mein tumhara nishaan dhoondta hai
Aasman mein tumhara ye naam dhoondta hai
Sitare magar batate nahin
Nazare yahan ke manate nahin
jhonke kabhi kuch jatate nahin
Ye ishare bhi dil ko smajhate nahin
Virane mein tumahara ye saath dhoondta hai
Kitna pagal hai ye dil
Virane hai hamare
Tum hamare nahin.
Wishing You a Very Very Happy New Year All Friends.
Posted in Love.
– January 3, 2008
USNE KAHA [] MAINE KAHA
Usne kaha tume mein pahle jaise baat nahi, Maine kaha –Zindagi mein tera sath nahi, Usne kaha –Ab bhi kisi ki ankhon mein doub jate ho, Main kaha — Ab kisi Ankh mein woh gahrayee nahi, Usne kaha — kyun itna tuot kar chaha mujhe, Maine kaha — Insaan hoon pather to nahi, Usne kaha — kiya main bewafa ki hoon, Main kaha — Mujhe Ab bewafa ki talash hi nahi, Usne kaha — Bhool Ja mujh ko // Maine kaha — Tum Haqeqat ho koi khawab to nahi.
Posted in Philosophy.
– October 26, 2007
Na chemistry hoti na main Student hota Na ye Lab hoti Na ye Accident hota Abhi Practical mein Ayee nazar Ek Ladki Sundur thi Naak uski Test Tube Jaisi Baton mein Uski Glucose ki mithas thi Ankhon se Jhalkta tha kuch is tarah ka Pyaar Bin piye hi ho jata hai Alcohol ka Khumar Benzene sa hota tha uski presence ka Ehsaas Andhere mein hota tha Redium ka Abhas Nazrein mili , Rection Hua kuch is tarah Love Ka Production hua , Lagane lage uske ghar ka chakkar aise Nucleus ke charon taraf Electron hoon Jaise us Din hamare Test ka Confirmation hua Sunkar hamari baat wo aise Uchhal pade, Lgnesium Tube mein Jaise Sodium Bhadak Utha woh bole , Hosh mein Aao, Pahchano Apni Auqat Iron mil Nahi sakta kabhi Gold ke Saath Ye Sunkar Tuta hamare Arman Bhara Beakar , Aur ham Chup rahe Benzaldehyde ka kadua Ghoont pee kar Ab Uski yaadon ke Siwa Hamara kaam chalta na tha , Aur Lab mein hamare Dil ke Siwa Kuch Jalta na tha. No hota Science Na hota Love ka Production.
Posted in Science.
– October 20, 2007