USNE KAHA [] MAINE KAHA
Usne kaha tume mein pahle jaise baat nahi, Maine kaha –Zindagi mein tera sath nahi, Usne kaha –Ab bhi kisi ki ankhon mein doub jate ho, Main kaha — Ab kisi Ankh mein woh gahrayee nahi, Usne kaha — kyun itna tuot kar chaha mujhe, Maine kaha — Insaan hoon pather to nahi, Usne kaha — kiya main bewafa ki hoon, Main kaha — Mujhe Ab bewafa ki talash hi nahi, Usne kaha — Bhool Ja mujh ko // Maine kaha — Tum Haqeqat ho koi khawab to nahi.
0 Responses
Stay in touch with the conversation, subscribe to the RSS feed for comments on this post.