Kitna pagal hai yeh dil
Kitna pagal hai yeh dil
Hawa mein tumhara paigaam dhoondta hai
Is jagah mein tumhara nishaan dhoondta hai
Aasman mein tumhara ye naam dhoondta hai
Sitare magar batate nahin
Nazare yahan ke manate nahin
jhonke kabhi kuch jatate nahin
Ye ishare bhi dil ko smajhate nahin
Virane mein tumahara ye saath dhoondta hai
Kitna pagal hai ye dil
Virane hai hamare
Tum hamare nahin.
Wishing You a Very Very Happy New Year All Friends.
0 Responses
Stay in touch with the conversation, subscribe to the RSS feed for comments on this post.