Hello Friends !
how are you all ?
Have a good Day..
Rajesh B.
Kai dinon se soch raha hoon kuchh likhoon …par pata nahin kuchh set nahin ho raha tha. Pata nahin kalam sath kyun nahi de rahi…kai baten dimaag mein ghumti rahi…..
Kya bhavshunyata ne gher liya hai ?
Yadi nahin, to bhavon ko piro kyun nahi pa raha hoon ?
Kyon bhavna aur abhivyakti mein talmel nahin ?
Kya Kalam ki syahi sukh gayi ?
Ya phir, vicharon par viram lag
Kahin vyastata ken naam par,
Bahana to nahin kar raha ?
Kahin prerna nahin mil rahi ?
Nahin aisa bhi nahin ' kyoki bahot sare dost chahte hai kuchh likhoon.
Kya mera khud ka utsah thanda pad
Nahin jidagi bharpoor ji raha hoon har pal ka anand le raha hoon.
To phir kya vajah hai ?
AKHIR KYON ???

Recent Comments