Skip to content


Chaman Ki Bahaaron Mein Tha Aashiyana,

Chaman Ki Bahaaron Mein Tha Aashiyana,
Na Jaane Kahan Kho Gaya Vo Zamana.
Tumhen Bhuulane Ki Main Koshish Karunga,
Ye Vaada Karo Ke Na Tum Yaad Aana.
Mujhe Mere Mitne Ka Gam Hai To Ye Hai,
Tumhen Bevafaa Kah Raha Hai Zamana.
Khudara Meri Qabr Pe Tum Na Aana,
Tumhen Dekh Kar Shaq Karega Zamana

Posted in shyaris.......



13 Responses

Stay in touch with the conversation, subscribe to the RSS feed for comments on this post.

  1. Shreya Sharma says

    Bahut khoobsurat…..

  2. Sanjay Khare says

    beautiful lines..

  3. asiya fathima says

    kya baat he, shabbir sahab! noor-andaza shayri.. :) mashalllah..

  4. SARA says

    very beautiful lines………..

  5. Latika Narayan says

    i”m a big poetry fan and i”ll definitely be coming back to read more of your talent. thanks for the kind words on my blog, i appreciate it a lot.

  6. snehal says

    wah kya baat hai….very beautiful lines

  7. arya aperna says

    nice shabbir jee……..

  8. stranger says

    bya baat hai marne ke baad bhe kitan pyar hai ki apni kabr pe bhe naa aane ko kehte hai.bahut khub

  9. sanjay arora says

    wah kya baat hai, irshad…………….

  10. Dhairaya Singhal says

    Bada dilkash andaz.

  11. Sureshchandra Gupta says

    Bahut khoob.

  12. DrVikash Mangal says

    Badi hi dil ko chhu lene wali nazm.

  13. aekanki says

    Tumhen Bhuulane Ki Main Koshish Karunga,
    Ye Vaada Karo Ke Na Tum Yaad Aana. ………………. bahut khub andaz……… :)