![]()
Friends' Update
-
Loading ...Please wait..
Broadcasting my thoughts
Mere Rone Se Koi, Ab Khub HASTA Kyun Hai, Insaan Agar Anmol Hai To BIKTA Kyun Hai…..?
Maine Socha Tha Ki Main Bhula Dunga Aasani Se Tumhe, Phir Mere Bheetar Ab Koi SISAKTA Kyun Hai…!!!!!!
Badi Muddat Ke Baad Aaj Hame Fursat Hai Mili, Main Chalta Hoon To Ye Rasta SIMATTA kyun Hai….?
Maine Khud Ko Yakin Dilaya Ki ‘Unse’ Koi Shikayat Nahi, Phir Meri Aankhon Se Ye Pani TAPAKTA Kyun Hai !!!!!
Kuch Bhi Na Kaha Humne Aur Khamosh Ho Gaye, Phir Ye Jamana Mujh Par BARASTA Kyun Hai…..?
Mujhe In Sawaalon Ke Jawaab Nahi Milte Maula, Ki Jab Kuch Bhi Nahi Tha To Ye RISTA Kyun Hai !!!
Posted in Uncategorized.
– April 6, 2011
बहुत खूबसूरत हैं ये आँखें तुम्हारी,
इन्ही आँखों पर नजर है हमारी, …. नजर है हमारी*,
इनकी खूबसूरती है इनकी शरारतों में,
इसीलिए हटती नहीं इनसे नजर ये हमारी, नजर ये हमारी…!! ![]()
आँखें तुम्हारी हैं या कोई बच्चा शरारती,
जब भी देखता हूँ… , बस मुझे हैं पुकारती,
इनकी गहराइयों में है जन्नत हमारी,
इसीलिए हटती नहीं इनसे नजर ये हमारी, नजर ये हमारी…!!
(*प्रशांत)
Posted in Maine Likha.
– January 23, 2010
Posted in Music, Uncategorized.
– January 22, 2010
GENEROSITY
Mahatma Gandhi went from city to city, village to village collecting funds for the Charkha Sangh. During one of his tours he addressed a meeting in Orissa. After his speech a poor old woman got up. She was bent with age, her hair was grey and her clothes ![]()
Posted in Philosophy.
– December 7, 2009
Meri aankhon se jo bahta hai,
jiske liye bahta hai, uske liye pani hai….
Aur jo dekhte hain ise bahte huye,
mujhse poonchte meri pareshani hain….
mere malik ye kaisi hai duniya,
main has doon to logon ko hairani hai…
aur meri jindagi ka bada ajeeb hai wo hissa,
jis hisse mein main hoon, wo hai aur jawaani hai..!!!!!!!
Prashant
Posted in Philosophy.
– November 25, 2009
TRY KARNE MEIN KYA JATA HAI…. LET’S DO IT. !!!!!
Posted in Philosophy.
– November 21, 2009
"Bada Pyaara Tha Wo Bachpan, Jo Humse Chhhoota Hai
Jaane Kisne Use Hum Logon Se Loota Hai,
Yaad Aata Hai Wo Bada Befiqri Se Jeeena,
Aaj Ka Jeena To Mere Doston, Bus Ek SAMJHAUTA Hai !! "
BACHCHON KE NANHE HAATHON KO, CHAAND SITARE CHHUNE DO .
CHAAR KITABEIN PADH LIKHKAR, YE BHI HUM JAISE HO JAYENGE !!!!!!!!!!
Posted in Blogs.
– November 14, 2009
Mere Rone Se Koi, Ab Khub HASTA Kyun Hai,
Insaan Agar Anmol Hai To BIKTA Kyun Hai…..?
Phir Mere Bheetar Ab Koi SISAKTA Kyun Hai…!!!!!!
Badi Muddat Ke Baad Aaj Hame Fursat Hai Mili,
Main Chalta Hoon To Ye Rasta SIMATTA kyun Hai….?
Phir Meri Aankhon Se Ye Pani TAPAKTA Kyun Hai !!!!!
Kuch Bhi Na Kaha Humne Aur Khamosh Ho Gaye,
Phir Ye Jamana Mujh Par BARASTA Kyun Hai…..?
Mujhe In Sawaalon Ke Jawaab Nahi Milte Maula,
Ki Jab Kuch Bhi Nahi Tha To Ye RISTA Kyun Hai !!!
*Prashant*
Posted in Maine Likha.
– October 26, 2009