To, All my friends………….!!!!!!!!!!
Honton pe hansi, ankhon mein khushi
Gham ka kahin nam na ho,
ye "Diwali" laye aap ki zindagi mein itni khushiyan,
Jinki Kabhi sham na ho !!!
With best wishes:Prashant
Broadcasting my thoughts
To, All my friends………….!!!!!!!!!!
Honton pe hansi, ankhon mein khushi
Gham ka kahin nam na ho,
ye "Diwali" laye aap ki zindagi mein itni khushiyan,
Jinki Kabhi sham na ho !!!
With best wishes:Prashant
Posted in Personal.
– October 16, 2009
जिसके होंठोँ पर कभी बददुआ नही होती,
बस एक माँ है जो बच्चों से कभी खफा नही होती ..!!!!!!!!!
Posted in Poetry.
– October 5, 2009
“SAPNE”
WO NAHI HOTE
JO NEENDON MEIN AATE HAIN
SAPNE
WO HOTE HAIN
JO NEENDEIN UDATEIN HAIN !!!
Posted in Philosophy.
– September 22, 2009
Ya khuda mere dushman ko salamat rakhna…..,
Varna mere marne ki dua kaun karega ..!!!!!!!!!!!!!!!!!
Posted in Maine Likha.
– September 14, 2009
Bahut Pyaar Se,
Tumne Dekha Hame….
Do Ghadi Jo Ruko To,
Kuchh Baatein Karein…
Kya Sochte Ho, Dil Mein Hai Kya….
Aao Baithkar Ye Faisla Karein….!!!!
Bahut Der Se,
Hum Bhi Tanha Rahe….
Na Tumne Kaha..
Na Hum Kah Sake…
Do Pal Ab Nikalo Hamare Liye,
Kuchh Hum Kahein , Kuchh Tum Kaho…!!!!!!
Dosti Ka Sisila,
Pyaar Tak Jayega…
Tab Jindagi Ka ..
Kuchh Maja Aayega…..
Kya Ho Sochte, Kyun Ho Khade…
Manjil Unko Mili, Jo Raasta Chalein….!!!!
Bewaqt Jindgi Mein,
Kuchh Bhi Hota Nahi,
Dard Hai Dil Mein,
Jo Kabhi Sota Nahi…..
Jab Talak Umra Hai, Dard Bhi Rahega….
Jindagi Se Phir Kyun Shikayat Karein !!!!
@Prashant@
Posted in Maine Likha.
– August 22, 2009
Ek Naya Rasta , Khojne Chala Hoon…..
Jo Kho Gayi Manjil, Use Bhoolne Laga Hoon…!!!!
Khud Ko Tarashta Hoon, Banane Ko Kabil,
Koshish Hai Meri, Kar Loon Tujhko Hasil,
Ab Dil Ki Bhi Main Apne Sunne Laga Hoon, Ek Naya Rasta………!!!!!!!!!!
Meri Duvaon Mein, Khuda Mere Itna Asar Ho,
Jahan Bhi Ho Wo Dil, Har Pal Bus Besabar Ho,
Ab Kuda Se Dua Main Mangney Laga Hoon, Ek Naya Rasta………!!!!!!!!!
Mere Dum Se Hi Wo Dushmano Mein Khada Hai,
Ab Dosti Main Dushmanon Se Karne Laga Hoon, Ek Naya Rasta….!!!!!!!
Wo Meri Tamanna Hai, Bus Mera Intjaar Hai,
Meri Bebasi Hai Ki Mujhe Ab Bhi Usse Pyaar Hai,
Bina Baarishon Ke Main Ab Bheegne Laga Hoon, Ek Naya Rasta…..!!!!!!!
Ek Naya Rasta , Khojne Chala Hoon…..
Jo Kho Gayi Manjil, Use Bhoolne Laga Hoon…!!!!
# Prashant #
Posted in Maine Likha.
– August 10, 2009
Mere Rone Se Koi, Ab Khub HASTA Kyun Hai,
Insaan Agar Anmol Hai To BIKTA Kyun Hai…..?
Phir Mere Bheetar Ab Koi SISAKTA Kyun Hai…!!!!!!
Badi Muddat Ke Baad Aaj Hame Fursat Hai Mili,
Main Chalta Hoon To Ye Rasta SIMATTA kyun Hai….?
Phir Meri Aankhon Se Ye Pani TAPAKTA Kyun Hai !!!!!
Kuch Bhi Na Kaha Humne Aur Khamosh Ho Gaye,
Phir Ye Jamana Mujh Par BARASTA Kyun Hai…..?
Mujhe In Sawaalon Ke Jawaab Nahi Milte Maula,
Ki Jab Kuch Bhi Nahi Tha To Ye RISTA Kyun Hai !!!
*Prashant*
Posted in Maine Likha.
– July 22, 2009
आज खुद को खोजने को नजर दूर तक गयी,
पर जाने क्यूँ हमे कुछ भी ना मिला……
तेरे दम से रोशन थी ,अब तक मेरी दुनिया,
आज लाख कोशिशों के बाद, बस ये दिल जला….!!!!!
@@@ प्रशांत @@@@
Posted in Maine Likha.
– July 20, 2009
Hi Friends !!!!!
It’s my Birth day Today and I am happy because I know your wishes are with me forever…….!!!
hai na..?????????
Posted in Personal.
– July 13, 2009
Is duniya mein insaan ke dimag se jyada shaktishali kuchh bhi nahi hai aur hamari soch hi iska sabse mahatvapurna hathiyar hai. Yadi hum jeevan mein kuch pana chahte hain to hame sabse pahle us lakshya ke liye pure man se taiyaar hona padega. Jab tak use pane ki baat hamare man mein gahrai tak nahi baith jayegi , ye sach hai ki tab tak hum us lakshya ko nahi pa sakte hain. Hamare man mein us cheej ko prapt kar lene ka viswaas hona hi chahiye Kyunki hamare viswaas hi parinaam ban jate hain. Hum sab kabhi na kabhi mahsoos karte hain ki hamara socha hua waise hi ghatit ho
Posted in Maine Likha.
– July 10, 2009