TUM…………………..
Tum zindagi ko gham ka
Fasana bana gaye
Aankhon main intezar ki
Duniya basaa gaye
Tum se thi mere pyaar ki
Duniya basi huy
Tum se thi zindagi ke
Andehre main roshani
Tum kiya gaye
chirag_e_mohabbat
bujhaa gaye
Duniya ujhar gayi
Mere sabro karaar ki
Ro ro k raat kaat ti houn
Intezaar ki
Jab chand par nazar pari
Tum yaad a gaye
Tum zindagi ko gham ka
Fasana bana gaye
Aankhon main intezar ki
Duniya basaa gaye
Manju, Shabd nahi nikal rahe, tum khush raho, isee kamna ke sath,
smile plz.
zindgi ko gam ka fasana n a bano……….khushio ka gul dast banao……..zindgi rangeen hojategi