उनकी नज़रों में उलझ कर उलझ जाता हूँ मैं!जब लगती है सीने तो बिखर जाता हूँ मैं!!
उसकी चाह्त ने बनाया है दीवाना मुझको!
उसकी आँखों में निखर् जाता हूँ मैं!!
उसके लब लगता है जाम भ्ररा हुआ!
देख उनकी लाली सवंर् जाता हूँ मैं!
मदहोश हुआ जाता हूँ बेपरवाह “तन्हा”
उन के चेहरे पे जब नज़र आता हूँ मैं!
Archive for the ‘Love’ category
Unki nazarain
August 6th, 2009HEY TERI YE JULLF…………………………..
January 13th, 2009Shayar ki shayari mein enko kya kahnu!
Sayaah kali raat ya kali ghatha kahnu!!
Likh na saknu gar main enki dastaan!
Aapni sayayari ko phir main khata kahnu!!
Bal khaati ye laagain kisi naagin ki taharn!
Tulana esse karnu,usse karnu,kya kahnu!!
Hawa chale bahaka jaata hai llaharana enka!
Madhmast aada liye hussan sabse juuda kahnu!!
“TANHA”ko kaasti jaatin hain janjir ki maanid!
Kaad kahnu esko ya enki ruhaani aada kahnu!!
HUSSAAN KI AADA KITNI ………………….
January 12th, 2009Muskarahat se unki darkaane rukkti lage!
Aaj duniya unke kadmao pe jhukati lage!!
Lage yun ke thm gai ho kkayanat sari!
Labbaon ko danton tale jab dabbati lage!!
Bole toa mohabbat,chale toa iishak,uuf toobba!
Jism damakata sona,hire-si chamchamati lage!!
Subhe dekhun toa hassin lage,ssham ko aur bhi hassin!
Har lahma uska khusnuma,maadmast,musskarati lage!!
Hoothn rasiile,nain nasiile,uuf labbaon ki thirken!
Naase mein duubbi aawaj kaano ko jhanjhanati lage!!
Ab toa lagta hai hum ko na hosh aayega kabhi!
Hosso-havaas mere wo bahakati,uudaati lage!!
“TANHA”ki jindagi mein ye kaisa aaya hai waqt!
Aaj unki khushabu muse unka banaati,unme samati lage!!
WO HUSSAN JISSE HAI MOHABBAT…..
January 11th, 2009Aaj dekha unnhe wo laajawab-si laagi!
Dhoop se nikhari llali,llali gulab-si laagi!!
Chahre pe unke noor kuch es kadar tha haavi!
Bakuda besabab matwali sharaab-si laagi!1
Ruk na jaye sanas meri,kuch es kadar tha aalam!
Jalta hua sholla,mastana shabaab-si laagi!!
Jhukki-jhukki najaren,samete thi hussan kuud mein!
Najarein nahi wo,dhanpein chahre ko hijjab-si laagi!!
shokkhieian dekh uski machal gaya dil mera!
Chanchal,liye chahre pe noor aafhtaab-si laagi!!
Muskarrhaton ne unki kiya es kadar dil pe aassar!
“TANHA”ko ab jindagi ssuhana khawab-si laagi!!
DASTAAN-E-MOHABBAT
January 8th, 2009Mohabbat ki dastaan chahata hun karna bayan!
Dastaan vahi hai nahi hai kissa naya!!
Mohabbat ki vahi khushabu,vahi hai chahat!
Vahi hai Lella,vahi Majanu,Vahi do ruuhain jawan!!
Dil bhi vahi,dil ki darkane bhi hai vahi!
Tamanae bhi vahi,vahi mohabbat ki fijan!!
Na main badla,na meri rooh-e-mohabbat!
Vahi aandaz-e-mohabbat,vahi aankon ki juban!!
Hooton pe vahi tirkan,vahi larjana,vahi hai tarap!
Gaalon ki hai laali bhi vahi,vahi hai chuman ke nishan!!
Vahi hosh mein na rahna,vahi hai sanson ka udana-badna!
Vahi bahoon ka gehra,vahi meri mohabbat subse judhn!!
“TANHA”ki tamana,meri chahat mujmein bas jaye!
Kho janu main uusimein,yahin ruk jaye ye samman.!!
CHND AASHAR…ARZ HAI…
January 8th, 2009“Jinki rahati thi snanson ki bhi khabar humko;
Wo ab khud kahn hai humko khabar nahi.”
“Dil ki jharokho se jhankhati koi tasvir;
Aankon ke samane aa gai vahi tasvir,
Jiske haaton hua karte te hum roj ghayal;
Ye koi aur nahi hai ,hai aapki tasvir.”
“Mere dil mein har suan bassi bathi hai;
Jaise rrangon mein hai khun bassi bathi hai,
Kaat kar dekh le dil ka ek-ek tukda;
Khun se jayada niklegi tun ese bassi bathi hai.”
“Main bhi kayal hun mohabbat ka kuch ese;
Kii dil ko chir ke dikha sakataa hun,
Yaadaon ki ,tamanaon ki tho baat hi kya;
Teri tasvir chupi dil mein,dikha sakata hun.”
“Tere hooton pe rakh kar hootn jo sskun paya;
Saki ne diya ho jaise pamana,nashaa yun aaya,
Aasar hooton ko hi nahi purre badan ko hua hasil;
Seer se pawn tak dorta garam khun paya.”
————————————————————————–
UF….F …VO NAZAR………….
January 4th, 2009Lababon ki tirkan pe dahar jaye nazar!
Koshishein lakh magar lazar jaye nazar!!
Bahut roka ki ruk jaye na dekhe unko!
Hattai lakh magar phir se unper jaye nazar!!
Lababon tak rahti agar baat tou aachha hota!
Nazaron mein magar ulaaj nazar jaye nazar!!
Socha gar nazaron tak rahti baat tou aachha hota!
Rafata-rafata magar dil mein ghar kar jaye nazar!!
Jab se hua vaar dil-e-naadan pe “TANHA”!
Khayal-e-tanahai se aashak bhar jaye nazar!!
PYAAR…WO JO DIL KARE…….
December 23rd, 2008Muhhabat karne walon ka yahi anjaam hota hai!
Rokane ki hoti hai koshish,charchay-e-aam hota hai!!
Pyaar,yaar ko kare pyaar ya kare pyaar ki pooja!
Duniya ki nazaron mein pyaar badnaam hota hai!!
Galib ki mane tho pyaar bas pyaar hai,bas pyaar!
Badnaam hua tho kya,phir bhi naam hota hai!!
Na koi sharat,na koi niyam,na kayada,na kanoon!
Pyaar har waqt,har lahme,subhe-shaam hota hai!!
Ye wo nasha hai jo bin piye chadh hi jaye!
Na may hoti hai,na mahfil,na jaam hota hai!!
Dunia chahe dilo ko hadh mein bandana’TANHA’!
Par wo na jane ki pyaar tho be-lagaam hota hai!!
DIL>>>SE>>>DIL>>>>>TAK
December 22nd, 2008Wo aaye,batye,muskarye aur chal diye!
Ye na socha zalim pyar ke kithne kam pal diye!!
Meri yaadaon mein raheain ge sada vo!
Vo tofae jo tumne muje gujre kal diye!!
Main vo bhi na bhulu ga kabhi jo!
Jo gum,jakhm ghare pal-pal diye!!
Khushian bhi rahaingi yaad muje!
Sapne bhi,khavab pyare jo har pal diye!!
Dil ki gaharaiyo mein bhase ho tum!
Tadpa karege vo rishte jo chulbul diye!!
Apni rooh se nikal du thume ye mumkin nahi!
Rub ne chaye TANHA ko din musdil diye!!
SHYAM TANHA
LOVEBIRDS^^^^^^^AT LOVE^^^^^^^^^^^
December 20th, 2008Lovebirds fly high in sky,limitless!
Dare to touch the height deep in heart’s sea!!
Love gets strength under God’s bless!
Forget everything,get in one,forgetting you and me!!
Boundless these birds take no pain!
Nothing matters except honey’s face!!
Obstacles,hurdles and breakers,all-in-vain!
No can stop their flight,their love’s race!!
Hand in hand,they fly high and far away!
Beyond the clutches of society,they go!!
Eyes in eyes,their love has only one way!
That to keep themselves in love,out of row!!
Love to them only means the whole world for them!
No other thing,neither the stone nor the gem!!