Khaamosh niiggahon se wo iikrar kiya karte hain!
Itne pyaare hai wo ki bas pyaar,bas pyaar kiya karte hain!!
Maine bola itna na chaha karo,be-intha!
Esse hi pyaar,wo bole,yaar kiya karte hain!!
Bin soche,bin samje,bin bole, hota hai pyaar!
Dil se pyaar,aankon se pyaar,bas yaar ka didar kiya karte hain!!
Wo ab milegi,wo kab milegi,har waqt bechaani!
Yahan milegi,wahan milegi,har waqt inntaar kiya karte hain!!
Wo aayegi main ye bolunga,wo jayegi toe ye!
Har waqt wo dil mein,dimag ko bekarrar kiya karte hain!!
Wo aaye toe bechaani,na aaye toe presshani,rahti hai chhaai!
“TANHA” usse milne ki bekarrari har baar kiya karte hain!!