Aaj barish mujhe udaas kar gayi
Uski hawa sari khusi uda ley gayi
Aaj barish mujhe udas kar gayi
Q ! Pata nhi mera dil dukha gayi
Laga aesey jasey roya ho
Aasman meri tarah
Nahi smjh aaya hua kya
Bus meri ankh nam kar gayi
Mera dil tarpa gayi
Aaj barish mujhe udas kar gayi
Aaj barish ko chuwa bhi nhi phir bhi
Mujhe yadon se bheego gayi
Aaj barish mujhe udas kar gayi
Kar gayi mujhe gum-sum
Q huwa aesa nahi malum
Har aahat par chone k ho
Kahi na kahi ho tum
Par nahi the kahi tum
Ye baat udaas kar gayi
Aaj barish mujhe udas kar gayi
barasta raha badal aur hum bheeg na paaye…very emotional
the lines are sensible enough to stop you.